Posts

Showing posts from December, 2016

mere nabi pyare nabi hai martaba aala tera

ya rab ba tufail e rasool us saqlain ya rab batufail e fatahe badr o hunain isiyan e mara do hissa kun dar ara saat neem e ba hassan ba baksh neem e na hussain yeh lutf yeh tumhaara karam bemisaal hai har ik hunahgaar ka tumko khayaal hai ho mere haal pe bhi nigah e karam nawaaz sarkra ik nigah e karam ka sawaal hai rabb ne farmaya meri qudrat ki hadd koi nahi aur mere mehboob ki rehmat ki hadd koi nahi jab malak samjhe nahi to aadmi samjhega kya aamina ke laal ki azmat ki hadd koi nahi bazahir kibriya tujhse juda hai magar tujhse zahoor e kibriya hai teri azmat ka andaaza ho kisko khuda hai aur khuda ke baad tu hai mere nabi pyare nabi hai martaba aala tera jis jaan koi pahuncha nahi dekha wahan jalwa tera khairaat deta hai khuda har waqt tere naam ki jisko mila jo kuch mila jitna mila sadka tera rehmat thi poore josh par main bhi na tha kuch bekhabar tujhse tujh hi ko maang kar acha raha mangta tera sarkash jo the maayil hue

kadi roza rabb dikhlave kamli wale da

kadi roza rabb dikhlave kamli wale da nitt yaad madina aave kamli wale da deed di khaatir ankhiyan tarsan waang phuhaaran chham chham barsan har vele hijr sataawe kamli wale da door hijr di howe doori vekhan jaake jaali noori dil har dam vird pakaawe kamli wale da