Posts

Showing posts from 2017

Bhavein tu jaan na jaan ve

sab kujh yaar havale tere jindri jaan vi teri main koji da waris tu e sharm rakhin hun meri bhavein tu jaan na jaan ve vehde aa wad mere main ter qurbaan ve vehde aa wad mere sir sadke jaan nisaar karan vehde aa wad mere ud waj kaaga dar sajna de aj dil di munji maandi shaala paawan neer bahaawan koi dil di khabar na aandi bekaraari intezaari de vich rahi jind judayi na saandi yaar fareed na aayam vehde main koonj wangu kurlaundi noor ilahi kite aa mil maahi tere ishq ne paayiyan salliyan waatan malliyan osiyan paawan te main kaag udaawan tain koi vi na khabaran ghalliyan teh gayiyan kalliyan jis din de mahi lad ve sadaawe ghar chhor ke malliyan galliyan kise vi na challiyan yaar fareed kite aa wad vehde tere kadam chuman nit talliyan main hath ban thalliyan dardan maari ro ro haari nai te aunde dost dilli de jivein dilbar kiti naal asade ivein dushman naahi karinde dushman lok te maa pyo vairi sako taane roz marinde ghulam fareeda mangan duayin na nikhdan yaar

le ke aaya hoon main kuch muhabbat ke phool

le ke aaya hoon main kuch muhabbat ke phool kar qubool kismat wagarna kya gila dil ke tukde tukde chunkar nazar karne laaya hoon le ke aaya hoon main kuch muhabbat ke phool mere sohne nabi mere pyaare rasool chaahe berang hain phir bhi kar le qubool mere sohne nabi mere pyaare rasool tu hai aaqa mera main hoon tera gada tere aastaan main fakeer hoon kisi dar pe kyun main sada karoon tere tukdon pe pala gair ke thokar pe na daal jhidkiyan khaaon kahan chhor ke sadka tera main kahan jaaon tera hoke tere dar ke siwa tu apne qadmon mein banda nawaaz rehne de main wo fakeer fakhr hi jiska ma'al hai tu wo kareem jiska karam lazawaal hai tu hai aaqa mera main hoon tera gada kab sunega sakhi tu meri iltija hoga kab teri rehmat ka mujh par naqool mere sohne nabi mere pyaare rasool sabne maana tujhe rehmatulaalameen is tere wasm mein koi bhi shak nahi maine bhi kar liya tujhko dil se qubool mere sohne nabi mere pyaare rasool aadmiyat ki hain is taraf manzi

ye roz o shab ki betaabi

ye roz o shab ki betaabi ye lutf e jaavidaan kya hai bajuz ishq e nabi meri in ankhon se rawan kya hai simat jaate nahi kyun faasle shehr e muhammad ke main aksar sochta rehta hoon aakhir darmiyan kya hai salaamat hai abhi tak aashiyan toh hai karam unka main toh nadaan tha danista bhi kya kya na kiya laaj rakh li mere lajpal ne ruswa na kiya dar e huzur kisi benawa se band nahi khula hi rehta hai baab e karam ata ke liye salaamat hai abhi tak aashiyan toh hai karam unka wagar na meri himmat ka meri taab o tawa kya hai muyassar ho jise apne nabi ke naam ki rimjhim phir uske waaste kali ghata ka saayban kya hai khule hain unki azmat ke 'Alam' sidra se bhi aage zameen o aasman kya hai makaan o lamaakan kya hai

eid ka chaand

chaake daaman ko jo dekha to mila eid ka chaand apni tasveer kahan bhool gaya eid ka chaand jaane kyun aapke rukhsaar mehak uthte hain jab kabhi kaan mein chupke se kaha eid ka chaand door veeran basere mein piya ho jaise gham ki deewar se dekha toh laga eid ka chaand talkhiyan badh gayi jab zeest ke paimane mein ghol kar dard ke maaron ne piya eid ka chaand chashm to busat e aflak mein khoyi 'Sagir' dil ne ek aur jagah dhoondh liya eid ka chaand

zindagi chaar din ki mohlat hai

zindagi chaar din ki mohlat hai sabko bas ek jaise ujllat hai aayiye baithiye aur ab kahiye aapko mujhse kya shikaayat hai dekhiye mere sheesha e dil ko aapke aks ki zaroorat hai dil ki rag rag nichod deta hai ishq mein yeh badi musibat hai

aj maa de pairan di mitti

aj maa de pairan di mitti kini khalkat bharan layi aayi e koi jholiyan bhar bhar lai jaande kise aun ke jholi vichhayi e e mamta dard mitaundi e har paapi nu kol bulaundi e jehde reh jande ne door kithe maa ohna nu dard vikhaundi e jehde padne injeel nu aavega maa maryam nu dohrave ga is maa di deed tu kar aan thi e teri bakshanhaari e jehde maa de darshan karde ne oh jholi phullan naal bharde ne aj saadi jholi bharo maa ji jehdi charnan vich philayi e

das khan sitareya toon gal e vichar di

das khan sitareya toon gal e vichar di thaan kidi door das sachi sarkar di das kithe dukhiyan te aasiyan da chaara e das kehda rogiyan de faiz da dawara e kithe e tasalli das baba de bimar di das khan sitareya toon gal e vichar di jeon jeon nehde sagon wadh gayiyan kadnan dhak dhak boldiyan dil diyan sadran agg baal uth payi e dil de gubaar di das khan sitareya toon gal e vichar di apni je laat sutte kasida sitaareya tehnu jehne bhalleya oh kithe e vichaareya yaad nu udeek os noor de deedar di

lash samajh ke lash yesu di lashan sang ralaye

lash samajh ke lash yesu di lashan sang ralaye fauji pehra qabr te pathar mohr hakumat layi pehredaaran apni ankhi ditha noor khudayi dig paye boor pathar de waang pathar bann sipaahi maan tutte ne maanan waale zorawar sharmaunde vekh ke khula muh qabr da muh lukaayi jande oh tuhada dardi bann ke dard mitaawan aaya tussan te changa duniya waleyo mul pyar da paaya oh tuhadi paapan waali sooli nu de dhar ke paapan nu sooli ditta khud sooli te chad ke

maa di chunni de chhavein turde rahiye

maa di chunni de chhavein turde rahiye dam ohdi muhabbatan da bharde rahiye sadde bullan te naa ohda sajda rahwe sadde saahwan ch pyar ohda rajjda rahwe ohde kadman di mitti assi chumde rahiye maa di chunni de chhavein turde turde rahiye ohde mathe de taare assi chum layiye saare kood pasaare assi pun layiye ohdi mamta sahaare assi turde turde rahiye ohde bete de kandeyan da taaj paa layiye ohde mamta de dukh seene naal laa layiye ohde naina de moti chori bharde bharde rahiye maa di chunni de chhavein turde rahiye 

mariyam tere dar te aawan

mariyam tere dar te aawan jag nu tere geet sunaawan teri chaahat mil jaandi e dil nu raahat mil jaandi e muk jande ne hanju haawan mariyam tere dar te aawan sanu apna pyar vikha de saare dukhde aap mita de dhukar kolon mang duawan mariyam tere dar te aawan tere sir te taaj niraala tera rutba sab ton aala saare jag nu aakh sunaawan mariyam tere dar te aawan

mubarak tumhein ham kahenge

mubarak tumhein ham kahenge tere naam lete zamaane rahenge tu beaab bedaag mariam kawaari tere hi wasile ne duniya sawari khuda paak ne ki teri tarfdaari tere har zabaan pe taraane rahenge farishton se milti hsi teri gawahi tujhe hi se hai qudrat ne qudrat dikhayi tere begane dil se duniya basaayi teri azmaton ke fasaane rahenge labon ne chua jab se teri sada ko tere naam se maine paaya khuda ko meri zindagi ki jagaaya ada ko bhare yaad tere khazaane rahenge

koi sauda khareed lai chaj da

koi sauda khareed lai chaj da mele ne vichar jaana sir kooch nagaara wajda mele ne vichar jaana jeev jaag sawelre khol akhi lanbi waat musafir chalna e agge bhal asbaab araam bhavein pichhon kise ne ghalna e ethe jaag sauna antkor andar paasa sutteya nahiyon thalna e jaana os maqam hadaitulla jithon jaa ke pher na walna e ethe shah sikandar daara atte jaam gaya kit jam da thirkan deo jehna di tegon atte dhaul paya nit karda dhoondheya khaak te naa nahi labhdi eh jagat pura ghar rab da Haashim jaan ganimat dam nu bhala ki bharwasa dam da rud na jaavin tere vich allah ghut ke phad lai yaar da palla maahi sanjhi hai teri laj da mele ne vichar jaana ik sai taur bahaar na rehndi na ik sai taur zamaana har din chaal nahi albeli nahi har dam zor jawaana rowan sog hamesh na howe na nit nit raag suhaana Hashim baith gayiyan lakh daaran eh jagat musafirkhaana kalli nu pain mele vich dhakke maahi je naal baccha ke rakhe chunni de ke maahi sir kajda mele ne

aayi naseem e koo e muhammad

aayi naseem e koo e muhammad salallah ho alaihe wasallam khinchne laga dil soo e muhammad salallah ho alaihe wasallam aye saba kya yaad farmaaya hai aaka ne mujhe soo e muhammad kaaba hamaara koo e muhammad salallah ho alaihe wasallam midhat e imaan roo e muhammad salallah ho alaihe wasallam tooba ki jaanib takne waalon aankhe kholo hosh sambhaalo dekho khamein dil joo e muhammad salallah ho alaihe wasallam naam isi ka baab e karam hai dekho yahi mehrab e haram hai ek khamein ab roo e muhammad salallah ho alaihe wasallam khair ul bashar khair ul wara salle ala salle ala shams ud duha badr ud duja salle ala salle ala bheegi bheegi khushboo lehki 'Bedam' dil ki duniya mehki khul gaye jab  gesoo e muhammad salallah ho alaihe wasallam

rakhshinda tere husn se rukhsar e yaqeen hai

rakhshinda tere husn se rukhsar e yaqeen hai taabinda tere ishq se imaan ki jabeen hai chamka hai teri daat se insaan ka muqaddar tu khaliq e konain ka rakhshinda nabi hai chamki thi kabhi jo tere nakshe paa se ab tak wo zameen chaand sitaaron ki zameen hai jis mein ho tera zikr wohi bazm hai rangeen jis mein ho tera naam wohi baat haseen hai ankhon mein hai us khulq e mujassam ka tasawwur jiska koi na ho ghamkhwar zamaane bhar mein aise nadaan ko seene se lagaane wale wo hain gham ke maare hue mayoos khatakaron ka apna daaman e sawayat mein chhupaane waale ankhon mein hai us khulq e mujassam ka tasawwur jis khuld e masarrat meri nazron pe kari hai

ankhon ko noor dil ko mukammal khushi mili

tanhayi mein fariyad toh kar sakta hoon veerane ko aabaad toh kar sakta hoon jab chaahoon tumhein mil nahi sakta lekin jab chaahoon tumhein yaad toh kar sakta hoon tu nishan e benishan hai tu bahar e sarmadi hai tera dekhna ibaadat teri yaad bandagi hai ankhon ko noor dil ko mukammal khushi mili tum mil gaye to mujh ko nayi zindagi mili sab kuch khuda se maang liya tujhko maang ke uthte nahi hain haath mere is dua ke baad ahle talab hain dair o haram ke firaq mein main khushnaseeb hoon mujhe teri gali mili saqi teri nigah karam ko main kya kahoon ahle khirad ko hosh mujhe bekhudi mili uske junoon e shauq pe dono jahaan nisaar jisko teri nigah se deewanagi mili usko mili hai ishq mein meraj e bandagi sajdon ke waaste jise chaukhat teri mili aye husn e yaar jab se lagi meri tujh se lauh har anjuman mein mujhko teri roshni mili

dil mein hasrat hai ke darbar e risalat dekhun

dil mein hasrat hai ke darbar e risalat dekhun dil ki dhadkan ko sunoon shauq ki halat dekhun apni ankhon se sarkash ma e rehmat dekhun unka altaaf o karam ki inaayat dekhun mujhko aa jaayein madine ke sar o baam nazar main bhi har gaam pe aaina e jannat dekhun ek muddat se liye baitha hoon main daag e firaq wo ghadi aaye ke main wasl ki raahat dekhun meri nazron mein rahe wo rukh e zeba habid aye khuda main na kabhi roo e qayamat dekhun

baba mehfil sajaaye baithe hain

jo log gardish e dauran se maat khaate hain fareed ud din hi unko gale lagaate hain ata ho sadke e saabir ba haq e qutb uddin faqeer aapke kabse sada lagaate hain waliyon se saji dekhi baaraat hai baba ki dulha bane hain baba kya baat hai baba ki baba mehfil sajaaye baithe hain aye sitaaron chalo salaam karo aaj saabir bhi aaye baithe hain gham ke maaron chalo salaam karo anwaar baraste hain dil par barish hai karam ki mehfil par taiba se mere baba ke liye sarkar e madina aaye hain mere baba piya ke aangan mein aaj phir chishtiya chaman waale saari duniya bhulaaye baithe hain aye bahaaron chalo salaam karo dekhlo chaandni ki lehron pe mere baba ki nau aayi hai noor mein wo nahaaye baithe hain aye kinaaron chalon salaam karo kafila rok do zahoor yahin hamsafar aaj mere baba hain manzilein aaj lai baithe hain raahguzaron chalo salaam karo

aye chaand has do ke dil hamaara

aye chaand has do ke dil hamaara tujhko dekha toh yeh sitaara yun hi paagal ho gaya tera ghayal ho gaya yeh dil bhi kya hai sab tumhaara neele aasmaan mein chaandni ghuli ke meri neend mein teri neend sil gayi yeh jo sapna khila hua palkon pe hai sada rahe mere liye koi doodhiya se bekhudi liya najaane kaunse nagar tere paaun mein gire yeh jo shabnam khili hui kaliyon pe hai sada rahe mere liye khwaab chun rahi hai wasl ki hawa gai tera sargami badan meri raat ka nasha yeh jo teri sabz aankhon mein jhilmil hai sada rahe mere liye

raat ko chaandni jab khile

raat ko chaandni jab khile dil ko nashad karta hoon main ek bhooli khushi ke liye laakh gham yaad karta hoon main dekhein hairaan ho kar mujhe ab toh panchhi meri aas ke khud hi pinjre mein daalun inhein khud hi aazaad karta hoon main waarta hoon ghazal par ghazal tujhpe aye dilruba aadmi jitni daulat mere paas hai yun wo barbaad karta hoon main mujhse nazrein badalne ke baad kuch toh hogi nadaamat tujhe ja wafaaon ki zanjeer se tujhko aazaad karta hoon main

tum to na aaye beet chali rain

tum to na aaye beet chali rain jaagein more nain paayein naahi chain tadpe mora jiya bujhne laga diya nindiya mori kare bain barse barkha bairaniya jaage tann mein aganiya piya tohe payi jaane kaun sautaniya kaali ghatayein jhoom ke aayein geet milan ke sakhiyan gaayein kaahe zulmi sajjan ki preet mann mein basaayi main toh barpayi jaane jaan harjaayi baithe bithaaye rog lagaaya dil ko laga ke kya sukh paaya

koi saleeka na aarzoo ka na bandagi koi bandagi hai

tera karam karam hai meri zindagi ke saath aisa karam hua hai na hoga hai kisi ke saath koi kisi ke saath hai koi kisi ke saath meri toh zindagi hai faqat aap hi ke saath kareem aur bhi honge jahaan mein lekin hamaari daudh faqat tere aastaan tak hai koi saleeka na aarzoo ka na bandagi koi bandagi hai yeh sab tumhaara karam hai baba ke baat ab tak bani hui hai yeh tera karam hai warna main kya mera jahaan kya diya wo dard ke banda bana diya tune yeh tera karam hai tera gham meri musarrat tera dard zindagi hai tu karam se jo bhi de de teri bandaparwari hai deedar ke kaabil yeh kahan meri nazar hai yeh teri inaayat hai ke rukh tera idhar hai tumhara naam lene se mujhe sab jaan jaate hain main wo khoyi hui ek cheez hoon jiska pata tum ho kisi ke ehsaan kyun uthaayein kisi ko haalaat kyun bataayein tumhi se mangenge tum hi doge tumhare dar se hi lau lagi hai ata kiya mujhko dard e ulfat kahan thi yeh purkhata ki kismat main is karam ke kahan tha kaabil huzur

tere hote janam liya hote

tere hote janam liya hote phir kabhi toh tujhe mila hota kaash main sang e dar tera hota tere qadmon ko choomta hota tu chala karta meri palkon par kaash main tera raasta hota zarra hota jo teri raahon ka tere talvon ko chhoo liya hota ladta phirta main tere aada se teri khaatir main marr gaya hota tere maskan ke gird shaam o sahar ban ke mangta main phir raha hota tu kabhi toh mujhe bhi tak leta tere takne pe bik gaya hota tu kabhi toh meri khabar leta tere kooche mein ghar kiya hota tu jo aata mere janaaze par tere hote main marr gaya hota chhod kar jannatein palat aata tu meri qabr pe khada hota hota 'Taahir' tere faqeeron mein teri dehleez pe pada hota

te sada rehna naam rab da

dam de utte dam na maarin dam do dam da e mela aabid amal kama lai koi pher hath nahi aauna vela do din di e eh zindagani te sada rehna naam rab da faani jag di e har shai faani te sada rehna naam rab da e duniya yaar begaani e na teri e na meri e har shai is jag ch faani na teri e na mari e tut jaani doori saahwan di kise bhul bhulekhe vich na rahin dam aave te tu aadam e je dam na aave te kujh vi nahin ethe baith kise nahi rehna jo baneya e aakhir dhehna har shai mitti vich mil jaani te sada rehna naam rab da sab khaak ch khaak ho jaane ne koi vi khaaki nahi rehna mitti vich har shai mil jaani ethe koi vi baaki nahi rehna namrood faraun shadaad jehde  rab hon da daawa karde si duniya ton tur gaye oh vi jo nitt rehn da daawa karde si ik din chhadna paina mela hath nahi aauna langeya vela sada rehni nahiyon husn jawaani te sada rehna naam rab da tu e parauna pal do pal da maut agge koi zor nahi chalda dori saa

ik khwaab sunaawan purnoor fizaawan

ya nabi salam alayka ya rassool salam alayka ya habeeb salam alayka salawatol lah alayka ik khwaab sunaawan purnoor fizaawan aaka da muhalla jivein arshe mualla kadi aaun farishte kadi jaan farishte sade azlon jud gaye aaka naal rishte oh karman wala vehda  palkan naal chumda jaawan  rab lai gaya mainu jadon shehar madine ik haji laaya mainu ghut ke seene kadi peewan zam zam kadi padan namaazan meri pahunch jithe tak main deyan niyaazan rab sohne pal vich sunniyan  mere dil diyan sab duaawan aaka da vehda palkan diyan bhari dil kare guzaaran othe umr main saari qaabe de chakkar main lai bhaj bhaj ke main hajr e aswad chummeya raj raj ke mere sir te rab ne kitiyan  rehmat diyan thhandiyan chhaawan oh sohniyan galliyan vich rehmat rab di mera aaka sohna gal sunnda sab di meri amal di chaadar utte daag hazaaran kis maan te awaajan tere karam nu maaran kehda muhn naal bakshish mangan  mainu aaundiyan bahut hayaawan chup ka

allah allah phir ham madine chalein

allah allah phir ham madine chalein seekhne zindagi ke kareene chalein jis se bujhti har rooh ki tishnagi ham us hi aab e rehmat ko peene chalein aaj tak zindagi zindagi hi na thi zindagi ko mubarak ho jeene chalein is taraf haath phailaye pahunche ghulam us taraf rehmaton ke khazeene chalein allah allah yeh aabru e uruj ham madine chalein ham madine chalein yeh unhi ka karam hai ke behzad ham zakhm e qalb e shikasta ko seene chalein