Posts

Showing posts from June, 2014

Dayar-e-ishq mein

Tera Jauhar Hai Noori, Pak Hai Tu Farogh-e-Dida-e-Aflak Hai Tu Tere Said-e-Zaboon Afarishta-o-Hoor Ke Shaheen-e-Shah-e-Loulak Hai Tu! Hakeemi, Na-Musalmani Khudi Ki Kaleemi, Ramz-e-Pinhani Khudi Ki Tujhe Gurr Faqr-o-Shahi Ka Bata Doon Ghareebi Mein Nighebani Khudi Ke ! Dayar-e-Ishq Mein Apna Maqam Paida Kar Zindagaani Hai Sadaf, Qatra-e-Neesan Hai Khudi Woh Sadaf Kya Ke Jo Qatre Ko Guhar Kar Na Sake Ho Agar Khudnigar-o-Khudgar-o-Khudgeer Khudi Ye Bhi Mumkin Hai Ke Tu Mout Se Bhi Mer Na Sake Khudi Ki Jalwaton Mein Mustafai Khudi Ki Khalwaton Mein Kibriyai Zameen-o-Asman-o-Kursi-o-Arsh Khudi Ki Zad Mein Hai Sari Khudai! Tere Seene Mein Dam Hai, Dil Nahin Hai Tera Dam Garmi-e-Mehfil Nahin Hai Guzar Ja Aqal Se Aagay Ke Ye Nor Charagh-e-Rah Hai, Manzil Nahin Hai Phir Charagh-E-Lala Se Roshan Huway Koh-O-Daman Mujh Ko Phir Naghmon Pe Uksane Laga Murg-E-Chaman Apne Mann Mein Doob Kar Pa Ja Suragh-E-Zindagi Tu Agar M

Sare nabian da nabi

Sare nabian da nabi tu imaam sohneya lakhan tere te durood te salaam sohneya Terian dhuman do jag dhumiyan terian jutian arsh ne chummiyan Duniya te aaya koi teri na misaal da rasool aur bhi aye jahaan mein lekin Koi falk utte reh yaar gaya koi jaan sidra te haar gaya ae kamli wale mehbooba tu lang arshan de par gaya Chehra tera noor wande sari qayanat nu rab vi durood bheje ik teri zaat nu aam hain rehmatein zamane par rehmaton ka koi hisaab nahi tere qurbaan ya rasoolallah tera quonain mein jawaab nahi Madine wale aaka koi teri na misaal da mere sohne kamli walereya tera aashiq kul zamana hai tere husn di ki tareef karaan rab aap tera deewana e roya shab-e-hijra mein bahut ashq bahaya itne mein mussavir ko zara rehm jo aaya nakshe kayin tasvir par wo samane laaya bola ki ye yusuf hai  isa hai ye hai musa maine kaha inmein se kisi par nahi shaidaa jab samane laaya shabih-e shah-e-wala de saakhta us waqt zubaan se ye nikla mukh chand badar shah shaa