meri tauba
tu maaf karenga mere saare gunah meri tauba meri tauba meri tauba tauba mujhe maloom hai mujrim hoon main aur tu mera hakim jabeen toh aaj meri ankhon mein ashqon ki hai rimjhim koi banda jo tere dar pe aansu rol deta hai mere maula dar e tauba tu uspe khol deta hai tu zaroor sunega mere dil ki sada meri tauba meri tauba meri tauba tauba tere dar pe main kyun na sawaal karun tu rahim bhi hai tu karim bhi hai tu main toh kast bhi hoon main hakeer bhi hoon tu buland bhi hai tu azeem bhi hai jo main jhel chuka wo bahut hai saza meri tauba meri tauba meri tauba tauba gham ka maara hoon besahaara hoon hun bura ya bhala tumhara hoon mere gunah zyaada hain ya teri rehmat kareem tu hi bata de hisaab karke mujhe mujhe karde muaaf apne rasool e paak ke sadke khatayein baksh de meri shah e laulaak ke sadke mere maalik duhaayi hai tujhe aale payambar ki riha karde ghamon se karbala ki khaak ke sadke andheron mein mujhe taabindagi de de mere maula naya mujhko shao...