Posts

Showing posts with the label tere haath mein haath hai mera lyrics

tere haath mein haath hai mera

na haram ki justju hai na khayaal e butkada hai teri bandaparwari ne mujhe kya bana diya hai main yahin karunga sajde yahi mera mudda hai jo mila nahi haram se tere dar se mil gaya hai sajdon ke liye baab e karam dhoondh liya hai aye yaar tera nakshe kadam dhoondh liya hai kaabe mein koi sar ko jhukaaye toh hamein kya hamne tera darbar e karam dhoondh liya hai kaabe mein jise dhoondhne jaata hai zaamana butkhaana e dil mein wo sanam dhoondh liya hai tere haath mein haath hai mera yeh duniya ki baat nahi tum mere saath saath rehte ho jaan e jaan aur zindagi kya hai taraaf e aalam hai aakhiri safar ko bhi hamaesha tumne hamaara khayaal rakha hai mujh benawa ke waaste ye bhi to kam nahi haathon mein tera haath hai ye bhi to kam nahi halaat khaaha kuch bhi hon lekin mutmayin hai haath tere haath mein bandanawaaz hai tumne apna bana liya hai mujhe ab mere waaste kami kya hai na tumsa koi sakhi hai na tumsa bandanawaaz hamesha tumne hamaara khayaal rakha ha