Posts

Showing posts with the label mangte hain karam unka lyrics

Mangte hain karam unka

Meri chashme alam namnaak karde Mujhe aalaishon se pak karde Mujhe kuch bhi nahin darkar ya rab Ghulam e sayyed e laulak karde Hum hain durvesh na jagir nazar rakhte hain taaj rakhte  Na lalo gauhar rakhte hain Sainkdo aib sahi ek hunar rakhte hain Bekhabar lakh sahi Teri khabar rakhte hain Tazeem se leta hai khuda naam e Muhammad  Kya naam hai e salle allah naam e Muhammad Allah kare uspe haraam atishe do zakh Jis shakhs ke ho dil pe Likha naam e muhammad Rab be farmaya meri kudrat ki hadd koi nahi Aur mere mehboob ki rehmat ki hadd koi nahi Jab malak samjhe nahi to aadmi samjhega kya Aamina ke laal ki azmat ki hadd koi nahi Mangte khali haath na laute Kitni mili khairat na poocho Unka karam Phir unka karam hai Unke karam ki baat na poocho Mangte hain, karam unka sada mang rahe hain Din raat madine ki dua mang rahe hain Husn ko jinke jagmat walon Naam hain jinka kamli wala Unke mangte hain Samajh ye rakhte hain Me