chhab apni banake bann thann ke
khwaja ji khwajgaan moinuddin fakhr e konain o makaam moinuddin wo shad e rahnumaaye ehl e safa haadi e inso jaan moinuddin khwaja e lamakaan kud je makan aasmaan aastaan moinuddin mazhar e jalwagaah e noor e kiram aaftaab e jahaan moinuddin gard e haq ain e aazgar khwahi shaad girde saba moinuddin khwaja ji maharaja ji tum bado gharib nawaaj apna kar ke raakhiyo tohe baahn pakde ki laaj apni chhab banake jo main khwaja paas gayi chhab dekhi jab khwaja ki mohe apni bhool gayi chhab apni banake bann thann ke main jo khwaja ke darbar gayi dekha roop salona khwaja ka khwaja jeet gaye main haar gayi sohni suratiya mohni muratiya main toh hirde ke beech sama aayi hamre mann ke mohan khwaja dhanwaan sakhi rajan khwaja saara jagat kahe khwaja khwaja main toh sunn sunn ke balihar gayi more sacho balam tum kyun roothe ham maan gaye piya ham jhoothe saara jag roothe tum na roothiyo mohe rooth tihaari maar gayi sab jag roothe tum na roothiyo tum roothe toh g...