Posts

Showing posts with the label abbaas alamdaar lyrics

abbas alamdaar

abbas te raza ke wafa yaad rahega shabbeer ko jaana fida yaad rahega saajid jo talak paani sakeena ne kiya tha jaana sarre maqtal wo tera yaad rahega abbas alamdaar alamdaar alamdaar hai aashiqon ka kaafila saalaar alamdaar sakhiyon ka sakhi noor ka meenar alamdaar abbas alamdaar alamdaar alamdaar karbal ke shaheedon ka jo sadka ho pilate mujhko bhi ata jaam ho sarkaar alamdaar jab paani ki khaatir lab e dariya tu gaya tha jibreel hua tera tarafdaar alamdaar sabr tera qehre samundar se bhi gehra abbas tujhe dekhne sooraj bhi hai thehra saajid yeh sabhi hoor o malak dekh rahe hain abbas tera aalik e khaimon ka yeh pehra abbas teri aal se ulfat kamaal hai shabbeer se tumhari muhabbat kamaal hai qurban ho ke bhai pe rakhi wafa ki laaj saajid mili saki ko shahadat kamaal hai abbas tera naam wafa ka jamaal hai abbas tera pyar hua lazawaal hai saajid tu aal e paak ke khaimon ka paasbaan islam ki jo dhaal hai tu uski dhaal hai ye