rahi umr bhar jo anees e jaan
rahi umr bhar jo anees e jaan wo bas aarzu e nabi rahi kabhi ashq bann ke rawa hui kabhi dard bann ke dabi rahi wo safa ka mehar e muneer hai wo gafar e hijaad ka nakshe tayaam taam subah azal hai jiski tajalli se faiz aam dekhe jo wo jalwa to tadap jaaye nazar bhi roshan hai uske noor se sooraj bhi qamar bhi muhammad mustafa meher e sapere auj e irfaani mili jiske sabab tareek zarron ko tarakhshaani wo hai wo safa ka mehar e muneer hai talab uski noor e zameer hai yahi rozgaah e fakeer hai yahi iltja e shafi rahi wohi sa-atein thee saroor ki wohi din the haasil e zindagi wahan huzoor e shaafa e ummatan meri jin dinon talbi rahi