Posts

Showing posts with the label pukaaro naam baba ka pukaaro lyrics

pukaaro naam baba ka pukaaro

woh bhar jaata hai jholi jo bhi inke dar pe aata hai fareed ud din ke dar se zamaana faiz paata hai pukaaro naam baba ka pukaaro milo ganj e shakar se beqaraaro pukaaro ya fareed pukaaro gham o andoh ke maaron zindagi yun na guzaaro dil se bas ya fareed pukaaro karam hota hai uspe jo sage darbaar hota hai bas unka naam lene se hi beda paar hota hai yeh aisa naam hai pad jaati hai har kaam mein barkat mere baba fareed ud din ke hai naam mein barkat fareed zara si ho jaaye duniya nu manaane di lor nahi lagaao aaj sab naara fareedi idhar aao sabhi tum besahaaron sabhi kehte hain baba gham ke maare abhi sab kaam bann jayein hamaare zara sa rukh se tum parda utaaro pukaaro naam baba ka pukaaro karam baba ne duniya par lutaaye nizam ud din aur sabir banaaye lo khaaki tum bhi apni bigdi sanwaaro pukaaro naam baba ka pukaaro