Posts

Showing posts with the label jis vakt hajoom e masti ho lyrics

jis waqt hujoom e masti ho

na haram ki justju hai na khayal e butkada hai teri banda parwari ne mujhe kya bana diya hai main yahin karunga sajde ye hi mera mudda hai jo mila nahi haram se tere dar se mil gaya hai jis waqt hujoom e masti ho insaan ka sambhalna mushkil hai uth jaaye jab unki mast nazar phir hosh mein rehna mushkil hai sajda wohi sajda hota hai jo unke dar pe hota hai jo unki nazar se peeta hai wo mast qalandar hota hai nai takht o taaj mein hai nai lasjkar o sipah mein hai jo baat mard e qalandar ki baar gaah mein hai dil uska namaazi bann jaaye ankh uski gulabi ho jaaye jab unki mast nazar se pee le ham saaki wo sharaabi jo jaaye nazar mila ke kaha mujhse mere saaki ne haraam kehte hain jise ye woh sharaab nahi rag rag mein ibad khoon ke mai dhaudh rahi hai ye aapne dekha mujhe makhbool nazar se pila nahi jo gurezan hain chand paimaane nigah e yaar salaamat hazaar paimaane misra likha tha peer e mugan ki dukan par kam dard ko sharaab pilaana haraam hai rindon ki iba