Posts

Showing posts from March, 2015

kabhi ae haqeeqat e muntazar

kabhi ae haqeeqat e muntazar nazar aa libaas e majaaz mein ke hazaaron sajde tadap rahe hain meri jabeen e niyaaz mein jo main sar ba sajda hua kabhi toh zameen se aane lagi sadaa tera dil toh hai sanam aashna tujhe kya milega namaaz mein tu bacha bacha ke na rakh isse tera aaeena hai wo aaeena ke shikasta ho to azeez kar hai nigahe aaeena saaz mein na kaheen jahaan mein awaan mili jo awaan mili toh kahaan mili mere jurm e khana kharaab ko tere afw banda nawaaz mein na woh ishq mein rahi garmiyan na woh husn mein rahi shokhiyan na wo ghaznavi mein tadap rahi na woh kham hai zulf e ayaz mein

chann sajna mor muharan

vichchad gaye sajna diyan taangan mere allare zakhm jagaaye palak palak pardesiyan kaaran meri ankhiyan ne saawan laaye allah jaane kayiyan deran payiyan lakh saal gaye nayi aaye yaar Farid aabad theevan oh jhokan rabb pher vi raan wasaye chann sajna mor muharan tenu ro ro waajan maaran aa saanwal mere tenu udeekan dhola shaam savere hun je na aaya te pher kere vele aawenga aaja aaja tenu ro ro waajan maaran kiseda yaar na pardes jave vichchora na kisse nu pesh aave aa ve maahi ral kaththe behye te vichchore nu agg layiye aa ve maahi te dhola ghin aave hoyiyan muddatan bahutiyan ghadiyan hijr tere vich ankhan varsan jivein bhi saawan diyan kariyan ehna ankhiyan ne rona us din sikheya jaddon raah kab thediyan baniyan yaar Farid rona ohdon muksi jaddon vajjan dhamad diyan kariyan wajja teer hijr da loki kehnde mainu jhalli aaja waasta khuda nahi te ae jind challi mere daata hun mor muharan ye deewane ab mehfil sajaye hue hain jag marda e taane

Bhavein tun jaan na jaan ve

Bhavein tun jaan na jaan ve vehre aa wad mere main tere te qurban ve vehre aa wad mere ankhiyan udeek diyan dil waajan marda aaja jaan waleya waasta e pyar da bhul gayiyan khushiyan te rus gaye chah ve ajj pata laga e vichchora ki bala e tenu khadi main udeekan vehre aa wad mere lad gaya dil jaani aethe dard ghanera ajj tere bajon sajna soona chaar chu phera wajja teer hijar da loki kehnde mainu jhalli aaja wasta khuda da ni te eh jind challi tere jeha mainu hor na koi dhoondan jangal vela rohi dhoondan main saara jahaan ce vehre aa wad mere lokkan bhane chaak mahinda ranjha lokkan vich gahinda sadda te deen imaan ve vehre aa wad mere maape chchor lagi larh tere shah inayat saeen mere layiyan de lajj jaan ve vehre aa wad mere

Sun charkhe di mithi mithi hook

Sun charkhe di mithi mithi hook Mahiya mainu yaad awanda Mere dil vichon nikaldi e hook Mahiya mainu yaad aawanda Meri eid wala chand kadon chadega  Allah jaane mahi kadon vere vadega Dukh dadde ne te jindri malook Mahiya mainu yaad aawanda Mahi aawega te khushiyan manawangi Ohde raahwan vich ankhiyan vichchawangi Jaan chchadi e vichchodeyan ne phook Mahiya mainu yaad aawanda Taane marde ne apne shareek ve Likh chithi vich aun di tareeq ve Kaali raat vich dange mainu shook Mahiya mainu yaad aawanda Kattan pooniyan te hanju mere wagde Hun hasse vi nahi mainu change lagde Kivein bhul jaawan ohde main salook Mahiya mainu yaad aawanda

Nargisi ankh dorre gulabi

Nargisi ankh dorre gulabi Masti ye husn hai mai ke pyale Shaikh gar dekh le tujhko zaalim Apni tauba wahin tod dale Koi dekhe toh kis kashmakash mein Aaj bemaar ulfat hai unko Aaj ho maut hai aane waali Aaj hi wo bhi hai aane waale Baad marne ke meri lahad par Jaane kya soch kar dilbar aaya Aa gaye unki aankhon mein aansu Phool jab meri turbat pe daale Kuch toh kar ehtaram e muhabbat Kuch to pase adab rakh lahad ka Chaadar e gul chadhane se pehle Apne haathon se mehndi chchupa le

Tasbih de ik ik daane te

Yaar de naave tann mann laa ke Assan apna farz nibhaya Baaki sabak nahi padne change Assan iko vird pakaya Reh gaye sochan sochde jehde Ohna avein waqt gavaya Sadak yaar mana lai jehna Ohna jeen da maqsad paaya Tasbih de ik ik daane te Tu yaar da vird pakaunda raho Rabba jaan lai tu yaar da dwara Makke da painda muk javega Ohdi yaad da vichcha ke tu masalla Tu ishq di namaaz neet lai Kasse sajna tu ankhiyan de bhar ke Wazu hanjuan de paani de naal kar ke Bhavein hain e hanju anmol moti Ohdi yaad de vich tu gereya kar Kithe wakhre bai ke duniya ton Ohde naam de tasbih phereya kar Oh ruseya aape mann jayega Tu apna farz nibhaunda raho Tun dil de sheeshe vich rakh lai Tasveeran apne yaar diyan Tun maar ke jhaati apne vich Nit yaar da darshan paunda raho Chchad jhoothe vird wazifeyan nu Ohde ishqe da qaeeda padeya kar Jag bhavein kaafir kehnda rahe Tu eho sabak pakaunda raho  Oh bole bhavein na bole Eh marzi ohde dil de e Sar rakh ke yaar de qadman te Tu sajna sees nawaunda raho Je bandeya

unki taraf se tarqe mulaaqat ho gayi

raazdaron se bachke chalta hoon gham busaron se bach ke chalta hoon mujhko dhokha diya saharon ne ab saharon se bach ke chalta hoon akl ke rog maar dete hain ishq ke sog maar dete hain aadmi khud ba khud nahi marta doosre log maar dete hain shiraza e hayat pareshan ho gaya ye marhala bhi khair se aasan ho gaya mere sukoon e dil ko to hona hi tha tabaah unki bhi ik nigah ka nuksaan ho gaya unki taraf se tarqe mulakaat ho gayi hum jisse darr rahe the wohi baat ho gayi unke liye koi na koi baat ho gayi aeena dekhne mein nayi baat ho gayi unse hi aaj unki mulaqaat ho gayi tay unse roz e hashar mein mulakaat ho gayi inti si baat kitni badi baat ho gayi aaye hain wo mareez e muhabbat ko dekh kar aansu bata rahe hain koi baat ho gayi aankh kambakht se us bazm mein aansu na ruka ek qatre ne duboya mujhe dariya ho kar dar parda bazme gair mein dono ki guftagu uthi yahan nigah udhar baat ho gayi kab tak 'Qamar' ho shaam ke waade ka intezaar sooraj chch

tum agar yun hi nazrein

tum agar yun hi nazrein milate rahe maikashi mere ghar se kahan jayegi aur ye silsila mustaqil ho toh phir bekhudi mere ghar se kahan jayegi ik zamane ke baad aayi hai shaam e gham shaam e gham mere ghar se kahan jayegi meri kismat mein hai jo tumhari kami wo kami mere ghar se kahan jayegi shama ki ab mujhe kuch zaroorat nahi naam ko bhi shab e gham mein zulmat nahi mere har daag e dil kam nahi chand se chandni mere ghar se kahan jayegi tune jo gham diye wo khushi se liye tujhko dekha nahi phir bhi sajde kiye itna mazbot hai jab aqeeda mera bandagi mere ghar se kahan jayegi zarf wala koi saamne aaye toh main bhi dekhun zara iss ko apnaye jo meri hamraaz ye iska hamraaz main bekasi mere ghar se kahaan jayegi jo koi bhi teri raah mein marr gaya apni hasti ko wo javedan kar gaya main shaheed e wafa ho gaya hoon to kya zindagi mere ghar se kahan jayegi

saadgi toh hamari zara dekhiye

saadgi toh hamari zara dekhiye aitbaar aapke waade par kar liya masti mein ik haseen ko khuda keh gaye hain hum jo kuch bhi keh gaye hain baja keh gaye hain hum wah raftgi toh dekho hamare khaloos ki iss saadgi se tujhko khuda keh gaye hum kis chok kis tamanna kis darja saadgi se hum aapki shikayat karte hain aap hi se tere adaab ke rooh daad ho gaye hain hum dare khaloos se barbaad ho gaye hain hum baat toh sirf ik raat ki thi magar intezaar aapka umr bhar kar liya ishq mein uljhanein pehle hi kam na theen aur paida naya darde sar kar liya log darte hain qaaatil ki parchayi se humne qaatil ke dil mein hi ghar kar liya zikr e ik bewafa aur sitamgar ka tha shikwa kiya sitam ka toh namdeeda ho gaye tum toh zara si baat par ranjeeda ho gaye tera zulm gar nahi shaamil meri barbaadi mein phir ye ankhein bheeg rahi hain kyun mere afsaane se meri haalat dekh kar tum kyun pareshan ho gaye zikr ik bewafa aur sitamgar ka tha aapka aisi baaton se kya waasta a

Ik jaam khanakta jaam

har kali mehve khwab ho jaati patti patti gulab ho jaati tune dalin na mai-fashan nazrein warna shabnam sharaab ho jaati aapke waaste gunah sahi hum piyein to sawaab banti hai sau ghamon ko nichodne ke baad ek qatra sharaab banti hai dekh kar aapki jawani ko aarzu e sharaab hoti hai roz tauba ko todta hoon main roz niyat kharaab hoti saakiya ek jaam peene se janaaatein lad khada ke milti hain laala o gul kalaam karte hain rehmatein muskura kar milti hain ek jaam khanakta jaam ke saaki raaat guzarne waali hai de pyar bhara inaam ke saaki raat guzarne waali hai maine maana janaab peeta hoon bakhuda behisaab peeta hoon log logon ka khoon peete hain main toh phir bhi sharaab peeta hoon shikan na daal jabeen par sharaab dete hue ye muskurati hui cheeez muskura ke pila suroor cheez ki miqdaar par nahi maukoof sharaab kam hai to saaki nazar mila ke pila zindagi ka azab pita hoon ban ke khana kharaab peeta hoon roz e mehshar hisaab ho na sake isliye behis

barson ke intezaar ka anjaam likh diya

barson ke intezaar ka anjaam likh diya kaagaz pe shaam kaat ke phir shaam likh diya bikhri padi thi toot ke kaliyan zameen par tarteeb de ke maine tera naam likh diya aasan nahin tarq e muhabbat ki dastaan do aansuon ne aakhiri paigaam likh diya humko kisi ke husn ne shayar bana diya hoton ka naam le na sake jaam likh diya allah zindagi se kahan tak nibhaun main us bewafa ke saath mera naam likh diya taqseem ho rahi thi khudai ki naimatein ik ishq bach gaya so mera naam likh diya Qaisar kisi ki den hai ye shayari meri uski ghazal pe kisne mera naam kih diya

assan muhon kujh nahi kehna

assan muhon kujh nahi kehna te tere buhe aa behna paake ankhan vich hanjuan da gehna te tere buhe aa behna jinne kaabe nu jaana e jaan paye assi tere buhe aa behna tera dar hai sajdagah meri sad kadman vich ik war piya eh namaaz hai merian ankhiyan di tere chehre da deedar piya duniya di zaroorat nahi dildar zaroori e kabbe naalon sajna da deedar zarooori e mainu tere kassam mere mehbooba mainu jaan toh pyaara tun e bhavein cheer ke vekh lai dil mera ehde vich vi yaara tun e tera naam asadi tasbi e teri puja namaazan merian ne tera mukhda saanu baitullah kabbe da nazara tuyiyon e tere kadman te ehna aashiqan ne sir sajde ch rakhdeyan rehna e jinhan kabbe nu jaana jaan paye asi tenu takdeyan rehna e eh namaaz hai merian ankhiyan di tere chehre da deedar piya tere naam da vird imaan mera tera chehra paak quran mera tere mukhre de jhalak noorani to main vaaran hajj hazar piya bekhabar haan apni manzil ton koi pata nishan ni manzil da tere aasre te b

he ri sakhi ri more khwaja ghar aaye

khwaja ji maharaja ji tohe kahat ghareeb nawaj main kookar aap ke dwar ka mori ant tumhi ko laaj augun hamre gun tumre ye to jaanat sab sansar apni karni par karun to kaise utrun par dhan dhan bhaag hain more sajni aaj khwaja more ghar me aaye he ri sakhi ri more khwaja ghar aaye bhaag lage more aangan ko apne piya ke bal bal jaaun charan lagaya nirdhan ko apni se rang deeni re mose naina milayi ke main to khadi thi aas lagaye mehndi kajra maang sajaye apne piya dekh suratiya haar gayi main tann mann ko apne piya ko main kis gun bhaaun laaj ki maari marr marr jaaun tum hi jatan karo koi sajni achchi lagun main saajan jiska pi sang beete saawan us dulhan ki rain suhagan jis saawan main piya ghar naahi aag lage us saawan ko babihe o babihe kis liye aansu bahata hai zuban par deri pi pi kis liye reh kar aata katun tori chonch papihara darun wa pe loon main pi ki aur pi hai mora tu piya ke kaun chist nagar ke khwaja aaye hamre mann ke raja aa

Aye khatme rasul makki madni

khuda ka noor tujh mein hu ba hu hai khuda pinha magar tu ru ba ru hai teri azmat ka andaaza ho kisko khuda hai aur khuda ke baad tu hai aye khatme rasul makki madni konain mein tumsa koi nahin aye noor e mujassam tere siva mehboob khuda ka koi nahin rasool aur bhi aaye  jahaan mein lekin tumsa koi nahin ummatein aur bhi guzreen hain rasool aur bhi hain par tumsa koi nahin mere kaali kamli waale aaka tumsa koi nahin aam hain rehmatein zamane par rehmaton ka koi hisaab nahin tere qurban ya rasoolallah tera konain mein jawaab nahin har chand aaye hain yahan laakhon hi paiyambar un sab ka magar kaafil e saalar tum hi ho masarat nasheen e alam e imkaan tum hi to ho iss anjuman ki shama e farozan bas tum hi to ho duniya e akhirat ka sahara tumhari zaat dono jahaan ke waali o sultan tum hi to ho mairaj mein jibraeel se kehne lage shah e umam tune to dekhein hain haseen batlao to kaise hain hum rooh ul ameen kehne laga e nazreen haq ki kasam aafa gaha ga

Je tu rabb nahi

Je tu rabb nahi te rabb das kehra  Te mera e bhulekha kad de Odon teek tera chhadna ni vera Te mera e bhulekha kad de Jehda sab kujh osse di kahani e Tu hain barf te dilbar paani e Teri surat hai di surat di Je na jaane zamaana te main ki karan Tera roop mainu roop jaape rabb da Bhulekha das keri gal da Aase paase mainu kujh vi ni labda Bhulekha das keri gal da Apna apo gawa ke 'Bari'  tenu saareyan injeyi labba Kera roop e jithe tu nahi  waah o mereya sohneya rabba E gal ni kehne sun ne di Othe jism nahi ethe saaya nahi Rabb banda e ya banda rabb Eh bhed kisse ne paya nahi Jadon heer ranjha dovein ik mik ne Do aakhde ne jehde mushriq ne Heer ranjhe da ki lagda e khera Te mera e bhulekha kad de Ik aakhde maseet ghar rabb da Har passe jalwa maahi da Dasso sees jhukawan kis paase Ik aakhde maseet ghar rabb da Ik aakhde ne butkhane labb da Ghar dovein vichon ik da ni khera Te mera e bhulekha kad d