Posts

Showing posts with the label aik nazar ki bat hay data lyrics

ek nazar ki baat hai daata

shahenshah e ataa hain faiz e aalam karam unki inteha hai faiz e aalam moin uddin chishti keh gaye hain zahoor e qibriya hai faiz e aalam mujhe mushkil hai koi mushkil mere mushkil kusha hain faiz e aalam hai hasti bhi hussaini shaan e daata ye panj e tan ki ziya hain faiz e aalam ek nazar ki baat hai daata kisi ki baat banti hai tumhara kya bigadta hai he bhagwaan suratiya waale mori baat sunat tora kya jaawat hai yak nigah e bah e ast faiz e panj tan ek nazar ki baat hai daata ganj e shakar ke naam ka sadka saabir aur nizam ka sadka ek nazar ki baat hai daata laaj tumhare haath hai daata mere daata ali hajveri laaj tumhare haath hai gham ka maara hoon besahara hoon kuch bhi hoon par tumhaara hoon beamal hoon mere pass kuch bhi nahi laaj waale tere haath ab laaj hai mai deewana hoon mere pass mehshar mein khade rehna najaane kya kahoon aur kya poocha khuda ne mujhse ye maan liya layak e darbar nahi main ye bhi na sahi kaabil e deedar nahi main