Posts

Showing posts with the label hashar mein kuchh mile na mile lyrics

hashar mein kuch mile na mile ya nabi

allah ki ham jalwagari dekh rahe hain ya husn o jamaal e madni dekh rahe hain jis waqt padho salle allah aale muhammad samjho ke rasool arabi dekh rahe hain ilaaj ki nahi haajat dil o jigar ke liye bas nazar teri ik kaafi hai umar bhar ke liye hashar mein kuch mile na mile ya nabi kali kamli ka saaya mile ya nabi rusihakar mere aib khule jaate hain kamli waale mujhe kamli mein chchupaale aaja sarkar mujhe apna hi deewana bana lo sarkaar mujhe daaman e rehmat mein chchupaalo rusihakar mein aamal mere hain kale kali kamli mein chchupaalo meri sarkar mujhe aap ki chashme rehmat ke hain muntazir bekason ko sahaara mile ya nabi hai tere haath aasiyon ki laaj sab tere aastaan ke hain mohtaaj sabz ghumbad ke chchaaon mein aakar rahein aap ka gar ishaara mile ya nabi khaahish e kasre jannat nahin hai hamein aap hi ka dawara mile ya nabi waasta chaadar e bintazara hamein kuch nawaason ka sadka mile ya nabi manno salwah mein toh nahi chaahiye aapke dar ka tuk