Posts

Showing posts with the label hai yad teri dil me masti may hay mastany lyrics

hai yaad teri dil mein masti mein hain mastaane

aye deewanon zara kar lo ziarat mere daata ki khuda ke noor ka mazhar hai mere daata ki ali ke laal hain daata nabi ki aal hain daata shah e jeena se pooche ja ke azmat mere daata ki hazaaron baadshah aaye gaye har saltanat badli na badli hai na badlegi hukumat mere daata ki tamaam noor hai kya jalwa baar daata ka ke ho raha hai karam beshumaar daata ka faiz e aalam hai naam daata ka hai zamaana ghulam daata ka jao hundal wali se jaa poocho wo hi samjhe makaam daata ka muraadein mangne aaya hua zamaana hai bharegi jholi ke ye pantani gharaana hai adab adab ke ye daata ka aastaana hai tere ghulamon ke lab pe yahi taraana hai hai yaad teri dil mein masti mein hain mastaane ik nazar e karam daata aaye tere deewane gham ke maaron pe ik nigah karo daata nazar e karam karam karam ke main umeedwaar haazir hoon daata nazar e karam is taraf bhi toh aye charaagar dekh le gham ke maaron ko bas ik nazar dekh le gar tum na karo karam toh phir kaun karega jholi