Posts

Showing posts with the label jab andhere chhaa gaye jalwagari kaam aa gayi lyrics

jab andhere chhaa gaye jalwagari kaam aa gayi

ya rab butfaile rasool saqlain ya rab butfaile fatahe badr hunain isiyan e mara do hissa kun dal e rasat ni me bahassan wa baksh ni me hussain behadd ne ajab kaam kiya hadd kar di gunjaaish e tankeed sabhi radd kar di khud to parde mein raha khud ko dikhaane ke liye phir saamne tasveer e muhammad kar di paikar e noor ke tanveer ke sadke jaaun apne khwaabon ki main tabeer ke sadke jaaun ashkaara hai tere husn se haq ki soorat mere aaqa teri tasveer ke sadke jaaun qayanaat use jagmagaayi hai zarre zarre ne taab paayi hai har taraf noor jalwagar unka raushan us noor se khudaayi hai jab andhere chhaa gaye jalwagari kaam aa gayi aye arab ke chaand teri chaandni kaam aa gayi tu hua sab kuch hua jab tu na tha kuch na tha na hua aap sa paida koi mumtaaz nabi aap par khatam hui izzat o aal o aeena sabhi sab tere khad o khaal hain anwaar e ilahi quran se is baat ki milti hai gawaahi tujhe sochna muhabbat tujhe dekhna ibaadat yahi meri bandagi hai main karun teri