Posts

Showing posts with the label Ae wada shikan khwab dikhana hi nahi tha lyrics

Ae wada shikan khwab dikhana hi nahi tha

Ae wada shikan khwab dikhana hi nahi tha Din dhal gaya suraj ka kahin naam nahi hai Ae wada shikan ab bhi teri shaam nahi hai Na dekha hai jaan se hi jaata hai koi Bahut der ki meherban aate aate Qayamat ka din aa gaya rafta rafta Mulakat ka din badalte badalte Ae wada shikan khwab dikhana hi nahi tha Kyun pyar kiya tha jo nibhana hi nahi tha Yeh kajrawi na meri jaan ikhteyar karo Jo tumse pyar kare tum bhi usse pyar karo Is tarah mere haath se daman na chchudao  Dil tod ke jaana tha to aana hi nahi tha O dil tod ke jaane wale dil ki baat batata ja Ab main dil ko kya samjhaun tu mujhko samjhata ja Allah na milne ke bahane the hazaron Milne ke liye koi bahana hi nahi tha Dekho mere sar phod ke marne ki ada bhi Warna mujhe diwana banana hi nahi tha Rone ke liye sirf muhabbat hi nahi thi Gham Aur bhi the dil ka fasana hi nahi tha Ya humse hi keh dena apni dil ki kahani Ya gosh warawaaz zamana hi nahi tha  Qaisar koi a