Posts

Showing posts with the label too mahraaj mora may dasi lyrics

tu maharaj mora main daasi tihari

kushtagan e ishq ke sartaaj hain ganj e shakar irtiqa e zohad ki mairaaj hain ganj e shakar aashna e ramz e wahdat paikar e khulq e azeem benawaaon bekason ki laaj hain ganj e shakar inaayat hai yeh sab ganj e shakar ki ghulami mil gayi baba ke dar ki ajab ejaaz hai unki nazar ka wo saabir bann gaya jis par nazar ki ganj e shakar tum aad sakhi ho kya tohe parwah daulat dhan ki daya karo mori jholi bhardo jai ho tihaaro paak pattan ki sayiyaan nagar ki poochchat mohe kaun tiharo war hai laaj ki maari keh na sakun main war mora ganj e shakar hai tu maharaj mora main daasi tihari na chchorungi babaji tori dehariya ganj e shar maharaj hamaare daya karo gun gaaun tihare main toh laagi charan tihaare ganj e shakar maharaaj hamaare main maangun tora sang baba mohe apne hi rang mein rang baba teri mangti haan main ganj e shakar tera sadka mang mang khaandi haan tere naam di maala japdi haan teri goli haan teri banki haan waliyan ke sultan tumhi ho hamre to