Dekhne ko ya muhammad yun to kya dekha nahi
Tazeem se leta hai khuda naam e muhammad Kya naam hai e salle allah naam e muhammad Allah kare uspe haraam aatishe do zakh Jis shakhs ke ho dil pe likha naam e muhammad Jis dil mein muhammad ki muhabbat nahi hoti Us par kabhi allah ki rehmat nahi hoti Mere ye aqeeda hai agar zikr khuda mein Ye naam na shaamil hoibaadat nahi hoti Khuda ka noor tujh mein hoo ba hoo hai Khuda pinha roo ba roo hai Teri azmat ka andaaza ho kisko Khuda hai aur khuda ke baad tu hai Dekhne ko ya muhammad yun to kya dekha nahi Haan magar mehboob koi aap sa dekha nahi Rasool aur bhi aaye zamaane mein lekin Koi aap sa dekha nahi Tumhara saani rasaalat mein aab ho na saka Tumhara kahin bhi koi jawaab ho na saka Rasool aur bhi aaye jahaan mein lekin Koi bhi sahib e ummul ki taab ho na saka Jisne dekhe nain matwale tere Maston mein khud wo na ho to kya kare Ik nazar jo dekh le kehta phire Har har kundal kundal utte Aashiq da dil dole Husn tere di sifat ke aakhan Kaafir kalma bol...