Posts

Showing posts with the label aakheen tumhariyan lyrics

saare jahaan se pyari aankhein tumhariyaan hain

dekhi hain jab se hamne nazrein utaariyan hain saare jahaan se pyari aankhein tumhariyaan hain ik baar to kabhi tum halki si chchab dikha do is aarzu mein hamne umarein guzariyaan hain chehre pe kaali zulfein dhaati qayamaatein hain misri ki tarah meethi aankhein tumhariyaan hain tum bin yahan pe jeena jeena bhi kaisa jeena yeh raunakein jahaan ki tumse hi saariyaan hain