Posts

Showing posts with the label din chchup gaya sooraj ka kahin naam nahi hai lyrics

din chchup gaya sooraj ka kahin naam nahi hai

maine masoom bahaaron mein tumhein dekha hai in haseen rahguzaaron mein tumhein dekha hai mere mehboob teri pardanasheeni ki kasam maine ashqon ki kataaron mein tumhein dekha hai dil ko kaise bata tasalli dun sabr isko agar nahi aata chashme purnam ko kaise samjhaaun isko jab tu nazar nahi aata tanhayi mein fariyad to kar sakta hoon veerane ko aabad to kar sakta hoon jab chaahun tumhein mil nahi sakta lekin jab chaahun tumhein yaad to kar sakta hoon na aate humein isme takraar kya thi magar waada karte hue aur kya thi tumhare payaamin e sabraaz khole khata ismein bande ki sarkaar kya thi din chchup gaya sooraj ka kahin naam nahi hai o wada shikan ab bhi teri shaam nahi hai dil tumko jaanta hai bewafa par pyar karta hai o wada shikan ab bhi teri shaam nahi hai aate aate lab pe aahein thak gayin aa bhi jaao ab nigahein thak gayin kehna sitam sitam ko chchoro lillah na ab na sataao ankhein taras gayi hain aa jao ab aa bhi jao har tamanna dil se rukhsat ho ga