Posts

Showing posts with the label kehna ghalat ghalat to chupana sahi sahi lyrics

kehna galat galat to chchupaana sahi sahi

tanhayi mein faryaad to kar sakta hoon veerane ko aabaad to kar sakta hoon jab chahoon tumhein mil nahi sakta lekin jab chahoon tumhein yaad to kar sakta hoon koi hasse to tujhe gham lage hassi na lage ke dilaagi bhi tered il ko dillagi na lage to raoz roya kar uth ke chaand raatopn mein khuda kare tera mere bagair jee na lage achchi soorat ko sanwarne ki zaroorat kya hai saadgi mein bhi qayaamat ki ada hoti hai tum jo aa jaate ho masjid mein ada karne namaaz tumko maloom hai kitnon ki kaza hoti hai ye jo deewane se do chaar nazar aate hain in mein kuch sahib e asraar nazar aate hain teri mehfil ka bharam rakhte hain so jaate hain warna ye log to bedaar nazar aate hain mere daaman mein to kaanton ke siwa kuch bhi nahi aap poolon ke khareedar nazar aate hain hashar mein kaun meri gawaahi dega saagar sab tumhare hi tarafdaar nazar aate hain qasid payaam e khat ko dena bahut natoor bas mukhtasir ye kehna ke aankhein taras gayi kehna galat galat to chchupaana sa