Posts

Showing posts with the label kabhi thi na hai na hogi lyrics

gham e yaar se shikaayat

gham e yaar se shikaayat kabhi thi na hai na hogi hamein gair se muhabbat kabhi thi na hai na hogi rahi sirf tujhse nisbat tere aastaan se nisbat bakhuda kisi se nisbat kabhi thi na hai na hogi jo nazar se tune bakshi to nazar se pi gaye ham hamein maikashi ki aadat kabhi thi na hai na hogi mera dil haram hai hairan yahan sajde chaar su hain yahan sochne ki mohlat kabhi thi na hai na hogi