Posts

Showing posts with the label rukh pe rahmat ka jhumar saja e lyrics

Rukh pe rehmat ka jhoomar sajaye

sana bashar ke liye hai, bashar sana ke liye tamaam hamd sanawaar hain khuda ke liye ata ke samne ya rab khata ka zikr hi kya ke tu ata ke liye hai bashar khata ke liye wo rang layi hai rehmat teri sarre mehshar ke bekhata bhi tarasne lage khata ke liye is aan se humne kabhi kinara na kiya aur tune dil azurda hamara na kiya humne to jahannum ki bahut ki tajbeer lekin teri rehmat ne gawara na kiya ya muhammad tere jalwon mein wo rehnai hai dekhne par bhi meri ankh tamannayi hai hai khuda bande kareem aur muhammad bhi kareem doo kareemon mein gunahgar ki ban aayi hai meetha hai ajab salle allah naam e muhammad ankhon ki ziya dil ki jila naam e muhammad ye naam kabhi kaam bigadne nahi deta bigde bhi ko leta hai bana naam e muhammad hargiz na guroor se gazab se baitho darbar e muhammad mein adab se baitho rukh pe rehmat ka jhoomar sajaye kamli waale ki mehfil saji hai gunahgaron na ghabrao wo aa gaye muhammad karam bankar wafa bankar sakha bankar ata ba