Posts

Showing posts with the label hisab e umar ka itna sa goshwara hay lyrics

hisaab e umr ka itna sa goshwaara hai

hisaab e umr ka itna sa goshwaara hai tumhein nikhaar ki benikhaar sab khasaara hai woh kya wisal ka lamha tha jiske nashe mein tamaam umr ki furqat hamein gawaara hai ajab usool hain iss karobaar e duniya ke kisi karz kisi aur ne utaara hai ke do kinare dariya ke ho gaye ham tum magar wo kaun hai jo teesra kinara hai