Posts

Showing posts with the label hasti pe nikhar a jata hai lyrics

hasti pe nikhaar aa jaata hai

har shai se beniyaaz hai mera dil e hadeem tum kya mile dono jahaan mil gaye mujhe hasti pe nikhaar aa jaata hai jis waqt wo saamne hote hain har shai pe khumaar aa jaata hai jis waqt wo saamne hote hain jab tasawwur mein koi jalwa numa hota hai dil ka aalam mera duniya se juda hota hai jhukti hai jabeen sajde ke liye aankhen bhi talaawat karti hain dil ko bhi karaar aa jaata hai jis waqt wo saamne hoe hain chalti hai hawa bhi masti main phoolon pe bhi gulshan har su tab rang e bahaar aa jaata jis waqt wo saamne hote hain parwane ki haalat kya kahiye parwana hai aakhir parwana shamma ko bhi pyar aa jaata hai jis waqt wo saamne hote hain bhaati nahi khushbu phoolon ki bhawre ko apna dil le kar hone ko nisaar aa jaata hai jis waqt wo saamne hote hain makhbool ghata chaa jaati hai mashoor fazaa ho jaati hai Safrii ko karaar aa jaata hai jis waqt wo saamne hote hain manam mehve khayaal e oo nami daanam kuja raftam shudam garke wisaal e oo nami