is karam ka karun shukr kaise ada
taazeem se leta hai khuda naam e muhammad kya naam hai aye salle allah naam e muhammad allah kare uspe haraam atishe do zakh jis shakhs ke ho dil pe likha naam e muhammad jis dil mein muhammad ki muhabbat nahi hoti us par kabhi allah ki rehmat nahi hoti mera ayeh aqeeda hai agar zikr e khuda mein yeh naam na shaamil ho ibaadat nahi hoti andheri raat hai shams ud duha ki baat karo sitaaron aao rukh e mustafa ki baat karo naqeero baad mein koi doosra sawaal karo khudaara pehle mere mustafa ki baat kari main toh naadaan tha danistagi kya kya na ki laaj rakh li mere lajpaal ne ruswa na kiya is karam ka karun shukr kaise ada jo karam mujhpe mere nabi kar diya be bandagi ko unch kiya banda kar diya taara mere naseeb ka taabinda kar diya itni badi huzoor ki bandanawaaziyaan mujhko mere sawaal ne sharminda kar diya main sajaata tha sarkaar ki mehfilein mujhko har gham se apne bari kar diya koi saleeka na aarzoo ka na bandagi koi bandagi hai yeh sab tumhaara kar