Posts

Showing posts with the label dil hai bekhud sambhaale na sambhale lyrics

dil hai bekhud sambhaale na sambhale

patti patti gulab ho jaati har kali mehwe khwaab ho jaati tune daali na mehfashan nazrein warna shabnam sharaab ho jaati sharaab e shauk ko masti mein laake peeta hoon main ma siwa ki nazar se bacha ke peeta hoon ruqu se jo bache sajde mein jaake peeta hoon main rind wo hoon khuda ko dikha ke peeta hoon dekh kar aapki jawaani ko aarzu e sharaab hoti hai roz tauba ko todta hoon main roz neeyat kharaab hoti hai dil hai bekhud sambhaale na sambhale hosh mein mujhse aaya na jaaye dekh loon gar teri mast aankhein jaam bhar ke uthaaya na jaaye kis ne mai nahi chakhi kaun jhoothi kasam uthaata hai maikade se jo bach nikalta hai teri nazron mein doob jaata hai ijaazat ho agar saaki toh yeh gustaakhiyan kar dun teri aankhon ki masti ghol kar pee jaaun paani mein jaam par jaam peene se kuch faayda subah tak toh yeh saari utar jaayegi teri aankhon se pi hai khuda ki kasam umar saari nashe mein guzar jaayegi dil uska namaazi bann ja