Posts

Showing posts with the label aisi bhi kiya jaldi piyare lyrics

aisi bhi kya jaldi pyare

aisi bhi kya jaldi pyare jaane milein phir ya na mile ham kaun kahega phir yeh fasaana baith bhi jaao sun bhi lo koi gham husn aur ishq juda hote hain jaane kya toofan uthega husn ki aankhein bhi hain purnam ishq bhi ankhein hain purnam wasl ki shirini mein pinha hijr ki talkhi bhi hai kam kam tumse milne ki bhi khushi hai tumse juda hone ka bhi gham meri wafa to nadaani thi tum ne magar ye kya thaani thi kaash na karte mujhse muhabbat kaash na hota yeh aalam