Posts

Showing posts with the label manqabat e saajid

mere makhdoom saabir ki kya shaan hai

jalwa dikhado saabiri makhdoom saabir kaliyari ho jaaye hajj e akbari makhdoom saabir kaliyari mere makhdoom saabir ki kya shaan hai jo gada unka dekha woh sultan hai unki zulfein hain ya noor ki badliyaan unka rukh hai ya tafseer e quran hai yeh haqeeqat ma as saabiri se khuli jalwagar aap kaliyar mein rehman hai is mein us mein tujh mein mujh mein tu hi jalwagar hai tu hi tu hi na duja koi pargat bhayo muhammad hor jo dekha so tujhi ko dekha bhikha gur ka ant na lekha dehli mein ajmer mein paak pattan mein kaliyar mein tu hi jalwagar hai zaahir tu hai toh main niha hoon baatin tu hai toh main aya hoon tu hi zaahir tu hi baatin tu hi tu hai toh main kahan hoon kabhi ajmer mein kabhi dehli mein kabhi paak pattan mein kabhi kaliyar mein tujh ko hi hamne ja baja dekha kahin zaahir kahin chhupa dekha kahin kaasa liye gada dekha kahin wo baadshah e takhtnasheen apni mazhaat e kaabil banaaya mujhe mujhpe sarkar e kaliyar ka ehsaan hai yun toh sab

mathe pe bindiya hathan mein mehndi

paaon mein paayal bandhe naachun main chham chham ganj e shakar se laagi najariya nainan ki kar kothri jo palak dhamp tohi lun na main dekhun gair ko na tohe dekhan dun pooja karun tumhari hai shauk mere jee ka dil ke maamle mein kyun dakhal ho kisi ka more nain tore sang laag rahe mohe hosh nahi ab tann mann ka main sudh budh apni bhool gayi mukh dekh ke baba saajan ka mathe pe bindiya hathan mein mehndi sar par basanti odhe chunariya paaon mein paayal nchun main chham chham ganj e shakar se laagi najariya to sa jagat mein dekha na bhaala jag se hai joban tora niraala preetam raseele baalam sajeele saajan anokhe chishti sanwariya main duniya ke dukh ki sataayi hun baba liye aas dwaran pe aayi hun baba abhaagan hun tori suhaagan banungi jo pad jaaye ik baar tori najariya aayi hun baba main tore angna kasam khuda ki shahenshah bhi khade bannke gada baba tore angna beparda khuda dekha hai baba tore angna aayi hun baba main tore angna mori chunariya