Posts

Showing posts with the label raat ki teergi se na maayoos ho lyrics

raat ki teergi se na maayoos ho

meri chashm e alam namnaak karde mujhe alaaishon se paak karde mujhe kuch bhi nahi darkaar ya rab ghulam e sayyid e laulaak karde teri sana ke khuda banda lazayal hai tu yahi misaal hai teri ke bemisaal hai tu tera kamaal hi duniya ke har kamaal mein hai yeh shaan teri ke har shaan mein kamaal hai tu tazeem se leta hai khuda naam e muhammad kya naam hai aye salle allah naam e muhammad allah kare uspe haraam aatishe do zakh jis shakhs ke ho lab pe likha naam e muhammad main dayaar e haram se badal nahi sakta khayaal dil se nabi ka nikal nahi sakta dar e huzoor se main hargiz tal nahi sakta fakeer gair ke tukdon pe pal nahi sakta shaam e badi andher se mayoos tu na ho aisi wo shab hai kaunsi ki sahar na ho raat ki teergi se na maayoos ho roshni ka sitaara nazar aayega jab muhammad safeene ka hai nakhuda har bhanwar mein kinaara nazar aayega doob jaane ke jab aasaar nazar aate hain kaali kamli mein wo sarkaar nazar aate hain jo muhammad ya muhammad keh ke