Posts

Showing posts with the label tu sitamgaar hai main sitamaashna lyrics

tu sitamgaar hai main sitamaashna

raazdaaron se bach ke chalta hoon ghamgusaaron se bach ke chalta hoon mujhko dhokha diya sahaaron ne ab sahaaron se bach ke chakta hoon sheeraza e hayaat pareeshaan ho gaya yeh marhala bhi khair se aasaan ho gaya mere sukoon e dil ko toh hona ho tabah unki bhi ik nigah ka nuksaan ho gaya shab e gham ki sahar nahi hoti ho bhi toh mere ghar nahi hoti zindagi tu hi mukhtasar ho ja shab e gham mukhtasar nahi hoti bhool ho jaati hai yun taaish mein aaya na karo faasalein khatam karo baat badaaya na karo teri raahon ke ishaare yeh adaayein tauba in sharaabon ko sarre aam lutaaya na karo saamp zehri ho toh kuch waar hasin hoti hai saaya e zulf ko chehre se hataaya na karo tu sitamgaar hai main sitamaashna ranj mein muskuraana mera kaam hai zakhm par zakhm de na zara bas chala zakhm hasn hasn ke khaana mera kaam hai aa idhar tujh pe qurban mera junoon apne hisse ki khushiyaan tujhe bakhsh doon tu sitamgar hai phir bhi mera dost hai dost ke kaam aana mera kaam