Posts

Showing posts with the label hamme teri ada ne mar dala lyrics

hamein teri ada ne maar daala

hamein teri ada ne maar daala saaf chhupte bhi nahi saamne aate bhi nahi khoob parda hai ke chilman se lage baithe ho aate hi mujhe tumne kuch karke ishaara auron ko kiya bismil mujhe jaan se maara tumhein husn o ada o naaz dekar khudaayi ko khuda ne maar daala kasam khaata hun main teri jafa ki mujhe teri jafa ne maar daala uda laayi hamein kaatil ke ghar tak muhabbat ki hawa ne maar daala ehle dair o haram reh gaye hain bann ke tasveer e gham reh gaye hain khoye khoye se ham reh gaye hain baant li sab ne aapas mein khushiyaan mere hisse mein gham reh gaye hain ab na uthna sarahne se mere ab to ginti ke dam reh gaye hai dekh kar unke mangte ki gairat dang ehle karam reh gaye hain unki sadtaariyan kuch na poocho aasiyon ke bharam reh gaye hain aye saba ek zuhmat zara phir unki zulfon mein kham reh gaye hain qayanaat e jafa o wafa mein ek tum ek hum reh gaye hain aaj saaki pila shaikh ko bhi wo bhi thodi si jo in ankhon ke paimaane