Posts

Showing posts from September, 2014

Tumhein dillagi bhool jaani paregi

Tumhein dillagi bhool jaani paregi Mohabbat ki raahon mein aa kar to dekho Tarapne pe mere na Phir tum hasoge Kabhi dil kisi se laga kar to dekho Hoton ke pass aye hassi kya majal hai Dil ka mamla hai koi dillagi nahi Zakhm pe zakhm kha ke ji Apne lahu ke ghoont pi Aah na kar labon ko si Ishq hai dillagi nahin Dil lagakar pata chalega tumhein Aashiqui dillagi nahin hoti Kuch khel nahin hai ishq ki laag Pani na samajhiye aag hai aag Khun rulayegi ye lagi dil ki Khel samjho na dillagi dil ki Ye ishq nahin aasan bas itna Samajh lije Ik aag ka dariya hai Aur doob ke jaana hai Tumhein dillagi bhool jaani paregi Mohabbat ki raahon mein aakar to dekho Tarapne pe mere na Phir tum hasoge Kabhi dil kisi se laga kar to dekho Wafaon ki humse tawakko nahi hai Magar ek baar aazma kar to dekho  Zamane ko apna bana kar to dekha Humein bhi tum apna bana kar to dekho  Khuda ke liye chhod do ab ye parda  Rukh se naqab utha

Sochta hoon ki wo kitne .

Jaane wale Hamari mehfil se Chand taron ko saath leta ja Hum khizaon se nibah kar lenge Tu baharon ko saath leta ja Achchi soorat ko sawarne ki zaroorat kya hai Saadgi mein bhi kayamat ki Ada hoti hai Tum Jo aa jaate ho masjid mein Ada Karne namaaz Tumko maaloom hai kitnon ki kaza hoti hai Koi hasse to tujhe gham lage Khushi na lage Ki dillagi bhi tere dil ko  Dillagi na lage Tu roz roya kare uth ke Chand raton mein Khuda Kare Tera mere bagair ji na lage Tanhai mein faryaad to kar sakta hoon Veerane ko aabad to kar sakta hoon Jab cha hoon tumhein mil nahi sakta Lekin Jab chahoon tumhein yaad to kar sakta hoon Koi bhi waqt ho has kar guzar leta hoon Khizan ke daur mein ehde bahar leta hoon Gulon se rang sitaron se roshni lekar  Jamaal e yaar ka naksha utar leta hoon Uske nazdeek gham e tark e wafa kuch bhi nahi Mutmayin aise hai wo jaise hua kuch bhi nahi Ab to hathon se lakeeren bhi miti jaati hain Usko khokar to

Mangte hain karam unka

Meri chashme alam namnaak karde Mujhe aalaishon se pak karde Mujhe kuch bhi nahin darkar ya rab Ghulam e sayyed e laulak karde Hum hain durvesh na jagir nazar rakhte hain taaj rakhte  Na lalo gauhar rakhte hain Sainkdo aib sahi ek hunar rakhte hain Bekhabar lakh sahi Teri khabar rakhte hain Tazeem se leta hai khuda naam e Muhammad  Kya naam hai e salle allah naam e Muhammad Allah kare uspe haraam atishe do zakh Jis shakhs ke ho dil pe Likha naam e muhammad Rab be farmaya meri kudrat ki hadd koi nahi Aur mere mehboob ki rehmat ki hadd koi nahi Jab malak samjhe nahi to aadmi samjhega kya Aamina ke laal ki azmat ki hadd koi nahi Mangte khali haath na laute Kitni mili khairat na poocho Unka karam Phir unka karam hai Unke karam ki baat na poocho Mangte hain, karam unka sada mang rahe hain Din raat madine ki dua mang rahe hain Husn ko jinke jagmat walon Naam hain jinka kamli wala Unke mangte hain Samajh ye rakhte hain Me

Ni main jaana jogi de naal

Ranjha chaak na akho kuriyo Ni ehnu chaak kehndi sharmawan  Main jeheyian lakh heeran isnu Taan main kis ginti vich aawan Takht hazare da eh malik Te main heer siyal sadawan Bulle shah rab kook sune Taan main chaak di chaak ho jawan Na Mai aish aramcha kita Na main resham patt handaya Na main heer da heer ta kivein Koi bhaida amal kamaya Na main jhang magheyane vich Koi peer fakir da jaaya Yaar Farid iko aib cha kita Jehda neho ranjhe sang laaya Ranjha jogiyara bann aaya Ehne anokha bhes vataya Ahdo Ahmed naam dharaya Ni main jaana jogi de naal Main jogi de naal naal Koi kise de naal koi kise de naal Jogi mere naal naal Main jogi de naal naal Ranjha jogi main maneya Jadon de main jogi di hoi Main vich main na reh gayi koi Ranjha ranjha kardi ni main aape ranjha hoyi Sadeyo mainu dheedho ranjha heer na akho koi Main nahi oh aap hai apni  Aap Kare dil joi Jis de naal main neho lagaya Ohde warg

Mast nazron se Allah bachaye

Umar jalwon mein basar ho ye zaroori to nahi Har shab-e-gham ki sehar ho ye zaroori to nahi Neend to dard ke bistar pe bhi aa sakti hai Unki aagosh mein sir ho ye zaroori to nahi Aag ko khel patangon ne samajh rakha hai Sabko anjaam ka darr ho ye zaroori to nahi Sheikh karta hai Jo masjid mein khuda ko sajde  Iske sajdon mein asar ho ye zaroori to nahi Sabki saaki pe nazar ho ye zaroori hai magar Sabpe saaki ki nazar ho ye zaroori to nahi Koi hasse to tujhe gham lage hassi na lage Ki dillagi bhi tere dil ko dillagi na lage Tu roz roya Kare uth ke Chand raaton mein khuda Kare ke Tera mere bagair ji na lage Koi dil mein liye armaan chala jaata hai Koi khoye hue ausaan chala jaata hai Husn waalon se ye keh do ke na nikle baahar Dekhne waalon ka iman chala jata hai Mast nazron se Allah bachaye Mahjamalon se Allah bachaye Har Bala sar pe aa jaye lekin Husn walon se Allah bachaye Inki maasomiyat par na Jana Inke dhokhe mein hargiz na

Kaabe wali gali vich yaar da makaan e

Meri Soch vi sochan vich pai gayi Main Soch Soch ke haar gaya Kede passe javan hun main Dil nu ehyo rog maar gaya Ik passe mera rabb aabid Doojhe passe yaar e Samajh ni aundi kider jaavan Phas adh vich kar gaya Kithe karan sajda mera dil pareshan e Kaabe wali gali vich yaar da makaan e Ik sajda te do markaz ne kis dar te sis nivavan mein Daso yaar de passe Javan ya rabb de passe Javan main Dovein passe aana jaana meri majboori e Yaar vi zaroori e te rabb vi zaroori e Pehle kithe jaavan meri akal hairan e Kaabe wali gali vich yaar da makaan e Kadde dil karda e yaar wal jaavan main Kaddi dil karda e rabb nu manavan main Dovein passe laga hoya dil da dhyan e Kaabe wali gali vich yaar makaan e rehnda wa rabb di nazran vich rabb nazar mere te rakhda e Jadon os gali vich jandan wa mera yaar meri rah takda e Je yaar de walle javan main naaraz khuda ho janda e Je rabb wal pehle javan main mera yaar khafa ho janda e Rabb