Posts

Showing posts with the label ya allah ya rehman lyrics

ya allah ya rehman

maalik ul mulk la shareeka la hoo wahda hoo lailah illah hoo Shams Tabrez gar khudaaya talabeen khushbo khaan lailah illah hoo konain ka masjood hai mabood hai tu har shai teri shahid hai ke mashhood hai tu har ek ke lab pe hai teri hamd o sana har souz mein har saaz mein maujood hai tu tere hi naam se har ibtida hai tere hi naam tak har inteha hai teri hamd o sana alham do lillah ke tu mere muhammad ka khuda hai ya allah ya rehmaan mangna bhi nahi mujhko aata laaj rakhna sawaali ki daata har shai tere jamaal ki aeena daar hai har shai pukarti hai tu parwardigar hai teri raghubiyat ki ada ka kamaal hai tu rab e qayanaat hai tu lajawaal hai boo e isiyan mein barson phira hoon dar pe tere aakar ruk gaya hoon tujhko chahoon muhammad ko chahoon aur koi nhai mujhko bhaata aye khuda aye rahim aye rehmaan main teri qibrayi ke qurbaan zindagi teri qayanaat teri wahdahu lashareek zaat teri rooh jhoome ishaaron pe tere aankh lehraaye jalwon pe tere mera ha