Posts

Showing posts with the label zehaal e miskeen makun tahgaful lyrics

Zehaal e miskeen makun taghaful

Zehaal e miskeen makun taghaful varaye naina banayein batiyan ke taab e hijran nadaram aye jaan na liho kahe lagaye chchatiyan shabaan e hijran daraaz chun zulf roz e waslaj ch umr kotah sakhi piya ko jo main na dekhun to kaise kaatun andheri ratiyan shaam savere nain bichcha ke raah takun main saajan ki raam hi jaane kab chamkegi kismat more angan ki nain churake jab se sayiyan door kahin pardes gaye birhan ki ankhiyon se barse bin sawaan rut sawaan ki Barkha rut jab chcham chcham barse manwa roye naina tarse taron mein jab chanda chamke dard uthe mann mein tham tham ke birha sulge jab more tann mein chupke chupke mann angan mein aas ke bandhan toot gaye hain baalam mo se rooth gaye hain sooli upar sej hamari kis bid sona hoye gagan mandal par sej piya ki kis bid milna hoye jauhari ki gat jauhar jaane jo koi jauhari hoye ghayal ki gat ghayal jaane ke jin laagi hoye dard ki maari ban ban dolun ved na miliyo koi 'Meera' ki tab peer mitte jab ved