Posts

Showing posts with the label mera dol mahi lyrics

mera dhol maahi mere mann ka raja

kushtagane ishq ke sartaaj hain ganj e shakar iztakare zohad ki mairaaj hain ganj e shakar aashna e ramz e wahdat  paikar e khulq e azeem benawaon bekason ki laaj hain ganj e shakar mera dhol maahi mere mann ka raja zamaane ka sultan ganj e shakar hai mera sohna saanwal mera sohna qaaba mera deen o imaan ganj e shakar e koi kisi ka koi kisi ka magar mere mann ka raja mera dhol maahi majnu ko mili laila yusuf ko zuleekha baba mere mann ka raja mera dhol maahi sayyan nagar ki poochchat mohe kaun tiharo var hai laaj ki maari keh na sakun main var mora ganj e shakar hai azal se tore sang bandhan hua hai main jogan hoon tori tu mera piya hai hain ajmer wale ki tasveer baba muhammad ke jalwon ki tanveer baba main baba ki chaukhat pe qurbaan jaaun mere dil ka armaan ganj e shakar hai karam ho karam ho karam mere baba ghareebon ka rakh lo bharam mere baba hai dono jahaan mein hamaara sahaara tere isme zeeshaan ganj e shakar hai tu qutabon ka khwaja tu waliy