Posts

Showing posts with the label naat

naazim hun dil se khauf e qayaamat nikaal do

teri sana ke khuda banda lazayaal hai tu yahi misaal hai teri ke bemisaal hai tu tera kamaal hi duniya ke har kamaal mein hai yeh shaan teri ke har shaan mein kamaal hai tu behadd ne ajab kaam kiya hadd kar di gunjaaish e tankeed sabhi radd kar di khud to parde mein rahe khud ko dikhaane ke liye phir saamne tasveer e muhammad kar di muhammad mustafa mukhtaar e kul hain meri sarkar hi sardar e kul hain muhammad baadshah e har do aalam muhammad sayyid e abraar kul hain ye lutf yeh tumhara karam bemisaal hai ik ik gunahgaar ka tumko khayaal hai ho mere haal pe bhi nigah e karam nawaaz sarkar ik nigah e karam ka sawaal hai naazim hun dil se khauf e qayaamat nikaal do saaya gunahgaar pe kamli ka daal do dil e betaab ko seene se laga le aaja raah mein chhor gaye thaamne waale aaja roosiyakaar mere aib khule jaate hain kamli wale mujhe kamli mein chhupa le aaja

marhaba salle ala sayyid e makki madni

behadd ne ajab kaam kiya hadd kar di gunjaaish e tankeed sabhi radd kar di khud to parde mein rahe khud ko dikhaane ke liye phir saamne tasveer e muhammad kar di paikar e noor ki tanveer ke sadke jaaun apne khwaabon ki taabeer ke main sadke jaaun aashkaara hai tere husn se haq ki soorat mere aaka teri tasveer ke sadke jaaun marhaba salle ala sayyid e makki madni soorat ko teri dekh kar kuch muh se na nikla nikla to yeh nikla marhaba salle ala aaj roshan hua chaandni ho gayi jab muhammad ke chehre se parda utha arsh se farsh tak roshni ho gayi main wo shaayar nahi jo chaand keh dun unke chehre ko main unke nakshe paa pe chaand ko qurban karta hoon jisne dekhe nain matwale tere koi daata bana koi ghaus bana koi sabir bana koi dehli mein jaake nizamii bana koi ganje shakar bakhuda ho gaya jisne dekhe nain matwale tere mast o bekhud wo na ho toh kya kare ik nazar jo dekh le kehta phire do jahan tumpe fida sayyid e makki madni marhaba salle ala sayyid e makki

ya mustafa ya mujtaba ahlan wa sahlan marhaba

ya mustafa ya mujtaba ahlan wa sahlan marhaba hain aap hi noor e khuda ahlan wa sahlan marhaba sar se paaon tak noor tera sab gharaana noor ka teri nasl e paak mein hai har bacha bacha noor ka lab noor jabeen noor zehan noor nazar noor hain aap hi noor e khuda ahlan wa sahlan marhaba duniya hai khaak e paa teri ukba hai gard e raah teri aye do jahaan e peshwa ahlan wa sahlan marhaba aisi haseen soorat kahan  bashar kya kare wajf rooh e muhammad khuda jab kehta saraaj um muneera jab aaye hazrat e yusuf ki taabaani sar aankhon par  khuda khud jis pe shaida hai woh soorat aur hi kuchh hai meraj mein jibraeel se kehne lage shah e umam tune dekhein hain haseen batlao toh kaise hain ham rooh ul ameen kehne laga aye naazneen haq ki kasam aafa gaha gar deeda um mehar e butan bar deeda um isiyar khuban deeda um lekin to cheez e dighari tera saraapa ya nabi tafseer hai wuran ki walail muh taaha jabeen wah shams hai chehra tera