soorat e nijaat bann gayi
tazeem se leta hai khuda naam e muhammad kya naam hai aye salle allah naam e muhammad allah kare uspe haraam atishe do zakh jis shakhs ke ho dil pe likha naam e muhammad andheri raat hai shams ud duha ki baat karo sitaaron aao mujhse mustafa ki baat karo nakeeron baad mein koi doosra sawaal karo khudaara pehle mere mustafa ki baat karo kamli wale ke karam ki baat hai warna mujh mangte ki kya aukaat hai soorat e nijaat bann gayi shah e arab pe dil mera qurbaan ho gaya ab mann khirad ke waaste saaman ho gaya bhatke huon ko rahbar e eeman mil gaya har ek ko nijaat ka saamaan mil gaya soorat e nijaat bann gayi tum mile to baat bann gayi tumhara naam lene se mujhe sab jaan jaate hain main wo khoyi hui cheez hun jiska pata tum ho gham mila lazzat e hayaat mili tum mile saari qayanaat mili rreh gaya meri khataon ka sarre hashar bharam mil gaya aapke daaman ka sahaara mujhko khaate the tokarein jo zamaane ke the gada teri gali mein aaye to sultaan bann gaye ...