Posts

Showing posts with the label sanson ki maala pe simrun main pi ka naam lyrics

sanson ki maala pe simrun main pi ka naam

sanson ki maala pe simrun main pi ka naam apne mann ki main jaanun aur pi ki mann ki raam yahi meri bandagi hai yahi meri pooja sanson ki maala pe simrun main pi ka naam ik ka saajan mandir main ik ka preetam masjid main aur main sanson ki maala pe simrun main pi ka naam papeehe o papeehe tu yeh kyun aansu bahaata hai zubaan pe teri pi pi kis liye reh reh ke aata hai sada e dard o gham kyun dardmandon ko sunaata hai jo kud hi jal raha ho aur usko kyun jalaata hai kaatun tori chonch`papihaara daarun wa pe loon main pi ki aur pi mora tu pi kahe hai kaun ab kismat ke haath hai iss bandhan ki laaj maine to mann likh diya saanwariya ke naam main pi ki moorat ko poojun main pi ki soorat ko poojunn pi ke naam ka hun main pujaari naam pi ka har saans mein daari simrun main pi ka naam ham aur nahi kich kaam ke matware pi ke naam ke sajni paati tab likhun jo preetam hon pardes tann mein mann mein piya basein bhejun kisse sandes har har mein hai har basse har h