chaar tinkon ka sahaara kuch nahi
jaane waale hamari mehfil se chaand taaron ko saath leta ja ham khizaon se nibah kar lenge tu baharon ko saath leta ja koi bhi waqt ho hasn kar guzar leta hoon khizan ke daur mein ehde bahaar leta hoon gulon se rang sitaron se roshni lekar jamaal e yaar ka naksha utaar leta hoon dil jalaane ki baat karte ho aashiyaane ki baat karte ho kis zamaane ki baat karte ho chaar tinkon ka sahaara kuch nahi sere gulshan mein hamaara kuch nahi chain loota dil mera veeran kiya bas bigaada hai sanwaara kuch nahi jaan dene ke liye haazir hain hum aashiqui ne ye khasara kuch nahi jaan bhi di hui ushi ki thi haq to ye hai haq ada na hua mera dil le ke sheeshe ki tarah paththar pe de maara main kehta reh gaya aashiqui ne ye khasara kuch nahi utha ke phool ki patti nazakat se masal daali ishare se kaha hum dil ka ye haal karte hain kya kya khusamad ho rahi thi dil ke lene ke liye kaise nazrein pher li matlab nikalne ke baad bewafayi bhi tera ehsaan hai isse badh kar...