Posts

Showing posts with the label koi saleeka na aarzoo ka na bandagi koi bandagi hai lyrics

koi saleeka na aarzoo ka na bandagi koi bandagi hai

tera karam karam hai meri zindagi ke saath aisa karam hua hai na hoga hai kisi ke saath koi kisi ke saath hai koi kisi ke saath meri toh zindagi hai faqat aap hi ke saath kareem aur bhi honge jahaan mein lekin hamaari daudh faqat tere aastaan tak hai koi saleeka na aarzoo ka na bandagi koi bandagi hai yeh sab tumhaara karam hai baba ke baat ab tak bani hui hai yeh tera karam hai warna main kya mera jahaan kya diya wo dard ke banda bana diya tune yeh tera karam hai tera gham meri musarrat tera dard zindagi hai tu karam se jo bhi de de teri bandaparwari hai deedar ke kaabil yeh kahan meri nazar hai yeh teri inaayat hai ke rukh tera idhar hai tumhara naam lene se mujhe sab jaan jaate hain main wo khoyi hui ek cheez hoon jiska pata tum ho kisi ke ehsaan kyun uthaayein kisi ko haalaat kyun bataayein tumhi se mangenge tum hi doge tumhare dar se hi lau lagi hai ata kiya mujhko dard e ulfat kahan thi yeh purkhata ki kismat main is karam ke kahan tha kaabil huzur