bazm e konain saji mere shah tere baad
mustaq e aftaab e jamaal e muhammadin ma banda e muhammad o aal e muhammadin ma raaz e hast ya e ghulami e mustafa ma kam kareem ghulam bilal e muhammadin sana e ahmad e aali makaar hone do wuzu e rehmat e parwardigar hone do mujhe na roko zameen waalon aasmaan walon muhammad e arabi pe nisar hone do wo chehra jisne nazaron ki aabroo rakh li wo zulf jisne bahaaron ki aabroo rakh li ba roz e hashar mere mustafa ki rehmat ne sabhi gunah ke maaron ki aabroo rakh li tera jahaan khuda ka jahaan nazar aaya tera makaan khuda ka makaan nazar aaya tere wajood se takreer e qayanaat hui tere nishan se khuda ka nishan nazar aaya bazm e konain saji mere shah tere baad takhleeq e do alam ka sabab daaz hai teri aaka na abad ka zikr hota na abad ki baat hoti na tera jamaal hota na ye qayanaat hoti yahaan tha waadi e purkhaar tum bin bada soona tha ye sansaar tum bin bazm e konain saji mere shah tere baad noor saare hain banein noor e khuda tere baad qayanaat tumse jagm...