Posts

Showing posts with the label aaj milkar bhi unse na kuch baat ki lyrics

aaj milkar bhi unse na kuch baat ki

aaj milkar bhi unse na kuch baat ki haye majbooriyan mere haalaat ki kuch keh na sakun chup reh na sakun nahi maaloom tha kis kis tarah laachar karta hai dil usko jaanta hai bewafa pae pyar karta hai mere hi saamne wo pehlu mein dushman ke baithe hain suna pehle mujhse kissa e gham phir zubaan kaati hamesha ke liye keh kar ke rakh di dastaan meri bas itni si doori ye main hoon ye manzil kahaan aa kar phoote hain mere paaon ke chchale zabt karta hoon to ghut ta hai mera tafas mein mera dam aah karta hoon toh sayyad khafa hota hai duni ek kya sab zamaana khafa hai na koi bhala hai na koi bura hai ye mere mukaddar ki saari khata hai ye mana koi waqt e rahat nahi hai lekin tumse koi shikayat nahi hai us jagah bazm mein saaki ne baithaya hai hamein haath phailayein toh jaata nahi paimaane tak bakhiya jaa ke dil kyun na khulne lage hijr ki raat phir wo bhi barsaat ki din kata jis tarah kata lekin raat kat ti nazar nahi aati bin piya barsaat mein muhn ko k