Posts

Showing posts with the label haq ali maula ali lyrics

haq ali maula ali

ali imaan man asto man um ghulam e ali hazaar jaan e girami fiza e naam e ali haidari um qalandar um mast um banda e murtaza ali hast um peshwa e tamaam rindan um ke sage ku e sher e yazdum kabhi deewar hilti hai kabhi dar kaamp jaata hai ali ka naam sun kar ab bhi khaibar kaamp jaata hai shaah e mardaan e ali, haq ali maula ali pathar mein alam din ka gara kisne lalkaar ke marhab ko pachchara kisne jap le jap le re manwa yahi naam sachcha hai pyare yahi naam tere sabs ko taare issi naam ki farqat ne diye saaz e haqiqat khol tu bhi keh ali ali maula shaah e mardaan e ali lafataail yan ali sher a yazdaan ali ali haq ali ali ali maula ali ali tann par ali ali ho zubaan par ali ali mar jaaun to kafan par bhi likhna ali ali ahle nazar ki ankh ka taara ali ali ahle wafa ke dil ka sahaara ali ali rasool e ghaus ka meri taraf salaam aaya meri zubaan par aaya jo kya ali ali