Posts

Showing posts with the label na pehle tha koi na ab hai na hoga lyrics

na pehle tha koi na ab hai na hoga

kul ambiya se afzal aalin makaam hain woh allah bhejta hai jispar salaam hain woh aksaame ki imaamat saare payambaron ki saare payambaron ko beshak imaam hain woh nabi sayyid ul ambiya ke baraabar na pehle tha koi na ab hai na hoga muhammad ka saani muhammad ka hamsar na pehle tha koi na ab hai na hoga rasool aur bhi aaye jahaan par lekin unsa na pehle tha koi na ab hai na hoga taaha o yaseen muzammil markaz e kul aur husn e mukammil norr e mubeen hain haq ke kareen hain farsh makeen hain arsh nasheen hain noor e munawwar awwal o aakhir roshan roshan baatin zaahir rasool e mujtaba kahiye muhammad mustafa kahiye khuda ke baad bas woh hain phir iske baad kya kahiye muhammad ka saani muhammad ka hamsar na pehle tha koi na ab hai na hoga agar hai toh ik allah ki hai jo zaat e muhammad se aala hai warna muhammad se aala muhammad se badhkar na pehle tha koi na ab hai na hoga jise haq ne bulwaaya arsh e ulah par hua fazl e haq se jo mehmaan e daawar khud