jad karam vareya muhammad da ghatawan di tarah
ya khuda jism mein jab tak ye mere jaan rahe tujhpe sadke tere mehboob pe qurbaan rahe kuch rahe ya na rahe par ye dua hai ke ameer niza ke waqt salaamat mera imaan rahe tazeem se leta hai khuda nnaam e muhammad kya naam hai aye salle allah naam e muhammad allah kare uspe haram aatishe do zakh jis shakhs ke ho dil pe likha naam e muhammad jis dil mein muhammad ki muhabbat nahi hoti us par kabhi allah ki rehmat nahi hoti mera ye aqeeda hai agar zikr e khuda mein ye naam na shaamil ho toh ibaadat nahi hoti main rukh dayar e haram se badal nahi sakta khayal nabi kad il se nikal nahi sakta dar e huzur se hargiz main tal nahi sakta fakir gair ke tukdon pe pal nahi sakta unki bakhshish ka thikaana hi nahi hai koi har gunahgaar pe rehmat ki nazar rakhte hain kaun kis haal mein hai kisne pukaar ahai unhein mere sarkaar do aalam ki khabar rakhte hain ghataon ashq barsao madina yaad aaya e bahaaron phool barsao madina yaad aaya e jad karam vareya muhammad da ghatawan...