Posts

Showing posts with the label kuch nahi mangta shaahon se ye shaida tera lyrics

kuch nahi mangta shaahon se ye shaida tera

kuch nahi mangta shaahon se ye shaida tera iski daulat hai faqat nakshe gafe paa tera tastari meri tanhayi tune hi tu ki main toh marr jaata agar saath na hota tera koo e kad se khada hun yeh karam hai tera baa haaya jood karam hai shah e butha tera nahi sunta hi nahi mangne wala tera kyun na ho naaz mujhe apne mukaddar pe ke hun sag tera banda tera mangne wala tera koi saleeka hai aarzu ka na bandagi koi bandagi hai yeh sab karam tumhara aaka ke baat ab tak bani hui hai ata kiya mujhe dard e ukfat yeh kahan thi purkhata ki qismat main is karam ke kahan tha qaabil huzoor ki bandaparwari hai rahe naseeb mujhe gham ata kiya tune karam kiya mujhe apna bana liya tune kuch nahi mangta shaahon se ye shaida tera mujhko jhukne nahi deta hai sahaara tera log kehte hain ke saaya tere paikar na tha main toh kehta hoon jahan bhar pe ai saaya tera