Posts

Showing posts with the label allah ke dilbar ho tum arfa o aala ho lyrics

allah ke dilbar ho tum arfa o aala ho

ya sahib al jamaal wa ya sayyid al bashar mil wajah kal muneer lakad naverul kamar la yun ke nusana dama kauna haq a oo ba daz khuda buzurgud dui kissa mukhtasar allah ke dilbar ho tum arfa o aala ho tum shaafa e mehshar ho kali kamli wale darbar alag tera jibraeel tera khadim mohtaj hai jag tera kali kamli wale bigri ko sanwarenge dukh dard ke aalam mein tujhko hi pukarenge kali kamli wale chaukhat teri aali hai kuch bheekh mile aaka jholi meri khaali hai kali kamli wale ab kaun hamara hai dulha shab e asra ke ik tera sahaara hai kali kamli wale fitrat mein bilali hun main gair se kyun mangun jab terea sawali hoon kali kamli wale ummat ke nigahban hain mehboob e khuda woh hain konain ke sultan hain kale kamli wale