Posts

Showing posts with the label dayar e madinah gulistan lyrics

dayaar e madina gulistaan gulistaan

nagma e salle allah vird e zubaan rehta hai har ghadi saamne rehmat ka sama rehta hai jab madine ke dar o baam nazar aate hain dil e betaab ko phir hosh kahan rehta hai dayaar e madina gulistaan gulistaan kis darja dil an mez madine ki faza hai har zarra yahan mazhar e anwaar e khuda hai yaad jab mujhko madine ki faza aati hai saans leta hoon to jannat ki hawa aati hai duniya nigah mein hai na ukba nazar mein hai ab toh har ek lamha madina nazar mein hai hoon mazhar e jameel sukoon o karaar ka har zarra keh raha nabi ke dayaar ka shehar e nabi hai markaz e altaaf e rang o noor har ek shai mein jiski tajalli ka hai zahoor har waqt jispe rehmat e parwardigar hai aalam mein woh rasool e khuda ka dayaar hai har shakhs kaamgaar hai har fardishaad hai jo bhi dayaar e paak mein hai ba muraad hai yeh maskane janaab e rasaalat mein aab hai rehmat hai bepanah karam behisab hai yeh dar hai darmande ghareeb o yateem ka hota nahi hai band dar kareem ka dayaar e madi